Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 12113
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: humy 2nd baby k lia 2 saal ka gaap chaiea taa k first baby jo 3 months ka ha

Answer: Mard k liay jaiz hay k wo family planning k liay condom or is qisim k doosray cover istemal kare or ehtiyat e wajib ye hay k istemal se pehlay apni bivi se ijazat lay lay.(Ref: Ayatullah sistani d.b, Jadeed fiqhi masael, Maslah#465). [Updated on 27-Apr-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12968
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam o alikum...meray bachy operation se hotay hain mere 3 bachy hogaye hain..islam main bachy rokna sahi nahi hai par apni sehat aur operation kinwajha se rok saktay hain?

Answer: wsalam. hamal teher jaane k baad us ka isqaat (abortion) karna jaaiz nahi hai. Lekin mard or aurat family planing kar sakte hai or mard ehtiyate wajib ki bina par biwi sai ijaazat lai kar condum use kar sakta hai or isi tarah biwi bhi pills use kar sakti hai lekin agar hamal teher gaya tou phr is ka girana jaaiz nahi hai.(Ref:aqa sistani jaded fiqhe masail ,masla 465,pg # 254). [Updated on 24-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 15713
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kia bachadani ya( bacha peda krne wali rag) katwana sahi hai..?

Answer: Aurat ke liye jaiz hai ke wo bhanjh-kaari ka operation karwaye lekin yeh kaam us ke badan ke uryan hone ya choonay par moqoof ho to yeh kaam faqat us ka shohar anjam day siwaey yeh ke koi zarorat pesh aajaey jese aurat ka hamila hona us k liye nuqsan day ho. Bache daani ko kaatne ya us ko nikalne ke liye aisa operation karwana jaiz nahin jo nuqsan ka baais ho jaise ke kisi uzw ko kaatna pare magar ye ke kisi beemari ki wajah se us ka kaatna zaroori ho. (Ref: Tauzeehul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, page #466, maslah #71). [Updated on 10-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 21610
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Sir maine ap se pahle do bar sawal liya Tha ap Ne koi jawab nahi diya,Mara sawal Tha k abortion karwane k kitni dear tak namaz nahi par sakti or mujhe abortion karwane ki mafi kase mile gi mujhe kya karna ho ga k mujhe is guna ki mafi mil jae plz answer zaroor dijiye ga shukriya.

Answer:

Id: 22119
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: 4months phele 1st delivery howe phir mere biwi ko 2nd pregnancy ka shak huwa or phir mene use pregnancy strip la ker dia us ne pata nahi kese check kia us me nahe aya phir 1 hafte ke bad phir shak huwa mien phir strip laya or mene khud check kia lab se bhi check karaya wo pregnant the or phir doctor ke pass gay unho ne kha belkul growth nahi hay phir 2 hafte bad humne abortion karadia or 2doctors ko check karaya donno ne kha maa ko khatra hay mien phir bhe dara duwa ho kia karo plzzzzzzzz helppp mien bhut pareshan hoooo

Answer:

Id: 22151
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamualikum. Is it permissible for a female to take pill or tablet after having intercourse with her husband to refrain from getting pragnent because Islamically a child has a right to have breastmilk for two yrs. If you do not plan then she will get pragnent in every year.

Answer:

Id: 22206
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam mera sawal yeh hai keh.agar koi maa khud bacha pedah nahi kerna chahati.or us ka husband bacha chahata hai.or us k hamal ko 4 din ho jayein or woh yeh bacha nahi chahati.or apne husband ko ya kisi ko bataye bagair zaya kerna chahay.toh islam may is k liye kiya hukum hai.please agar is ka answer jaldi mil jaye toh acha ho ga.

Answer:

Id: 22341
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: i had girl firned we live 4 month together now she is pregnet .. i dont want to birth child but she want so i want to know if i put her presure to remove this after its in gunaha ... i want to know give me good advice what to do ... i am not marrid with her she was just my girl friend.....please soon give me answer thanks

Answer:

Id: 22448
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamwalekum....mera sawal he ki mei 15 din ke hamal se hu aur meri 9 mahine ki beti hai jo opration se huyi he.mere liye iss hamal ko rakhna nuksaandeh he by doctor.aur mei khud iss hamal ko nahi rakh sakti meri kuch pesonal dikkate he..mujhe kuch samajh nahi aa raha mei kya karoon..kaha jaun.mei or mere husband is hamal ko rakhna nahi chahte.kya khuda hame iss ke liye maaf karenge..plzzzzzz khuda ke waste meri help kariye.

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!