Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 22447
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: aslam ul kum mare shadi ko 11 sal hogaye hain lekin mare olad nahi hoti doctaroon ke hisab se to mare oulad hona taqreban na mumkin hai.thore kami mare shohar mai bhe hai mai bhut jaga ja chuki hon lekin kahen kam nahi bana ya mai koi wazifa bhe mukamal nahi kar pai aj kisi hakeem sahab se dawa laye ke aye hn.aub sir ALLAH or MOLA HUSSAIN se umeed hai ....kuch bhe batayen take mai maa ban jayon .....mai apne shohar se bhut mohabat karte hon.mai un ke nasal ke maa bana chahte hn.......baraye meharbani juldi jawad dain kayon ke kal se shaban sharoo hojaye ga

Answer:

Id: 22539
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: AOA MOLANA SAHB MUGHY 3 SON HN MASHALLAH KHUDA UNHN HIDAYAT DA MUGHY BATI K KHUWAHISH HA LAKN AB M KHUD BEMAR RAHNY LAGI HUN KHUDA K DIYA BUHT KUSH HA PATA NHI JADO KIA HA KISI NA YA NAZAR K ASR HA LKN MA 42 K HUN UR MA CHAHTI HUN K AB BATI HO LKN KISI S POCHA TO US N BATAYA K AP K BACHY PADA KRNY P BANDISH HA PLZ MUGHY DUAA DAN MA KHUD 4 QUL AYUTULKURSI UR DUROOD PARHTI RAHTI HN

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 22552
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: mera beta 4 sal ka honay wala hay or zid karta hay bat bat pay ruth jata hay wo play group main hay pehlay shok say parhta tha ab bohat hi ziada tang karta hay parhai ka nam lo to parhai say bhagta hay .kuch aisa btain k wo naik or farmaberdar ho or dill laga k parhay. or ye k mera khwind mujh say khush rahay .

Answer:

Id: 22560
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aoa Sir. Meri shadi ko 4 months ho gaye hain lekin abhi tak conceive nai ker saki.. mujhy shadi se pehly periods problem thi..regular nahi hoty thy..us ki wajha se pehly hi preshani thi..is liye me ne shadi k foren bad hi doctor se consult kerna shuru ker diya...me apna ilaj kerwa rahi hun...lekin chahti hun k ilaj k sath sath kuch perhai bhi karun ta k Allah pak jald iz jald mujhy Olad ki khushi ata fermaye..meharbani ferma ker kuch perhny k liye batain

Answer:

Id: 22562
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: assalamu alaikum,meri shadi ko 9month hogae hai.but wife ko hamal nhi ruk raha tha to check up karwaya apna or uska uska hemoglobin thoda kam tha lekin mere semen test me sperm nhi dikayi deraha hai to doctor kahta hai azoospermia ka test karane.plz koi aisa amal,wazifa ya dua batae jo mujhe aulad ki khushiyon se nawaze.aulad bahut badi naimat hoti hai maa baap ke liye.hum talabgar hai allah se aulad ke liye.bus allah ko razi karna hai taki allah hume aulad ata farmae,ameen.plz help me.i m waiting for ur answer.aur aap bhi mere liye dua farmae.allah apko khush rakhe har pareshani se bachae aur apki magfirat farmae.ameen.

Answer:

Id: 22591
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalakum,merea sawaal yeh hain ke,meri shaadi ho kar ek saal and 2 month hogaye,pichle 5 months se mein husband ke saath saudi mein hu,or bohat koshish karri hu pregnant hone ke liye,plzzz bohat zaroorat hai mujhe aulad ki,jiski waje se meri life change hosakti hai,plzz help me via quran shareef ki kuch dua boliye mujhe jisse mujhe prenancy hosakti hai,inshallah

Answer:

Id: 22623
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Sir meri shadi ko 4 sal hogye he or ek sal bad ladka hua 7month me or inteqal ho gya us ke bad kuch nai hua dr se tretment chal rha he or dr ne btaya ke meri biwi ke egg nai ban rhe he so us ke liye kuch wazifa ya dua btaye plz me bhut paheshan hu i m requesting u plz...

Answer:

Id: 22653
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: AOA meri shadi ko 7 years ho gye hain koi khas wazifa bta dain olad nhi..or 2ndly ye btain ap jo wazaif daity hain nam k hisab sa daity hain?or surah rad ayat ka jo amal ha wo ap pori ayat likh dain tor k haroof main ta k koi galti na ho or ye k wo her halat main pehnana ha? galy main pehn sakty hain ya pait main badna ha?or kitny arsy tk plz reply plz...

Answer:

Id: 22657
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Sallam.. Mere shadi ko 2 sall porey honey ko hain....or shadii k badd hum sirf 1 manth sath rahin or wo bahir chala gaya tha or ab hum sath reh rahin hain 2 manth hui hain....or humain oulaad ki zaroort hai.... plzzz koi wazeefaa bataein takey humain oulaad hoo ..

Answer:

Id: 22692
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Meri shadi ko 2 saal ho gaye abi tek aulad nahi hui. 2 baar pregnant hui lekin dusre mahine mei hi miscarriage ho gya. Doctors ne kaha k aap k husband ko sugar hy iss liye un k sperms thorey ya weak han. Magar unho ne kabi test nahi karwaya or na kabi doctor k pass gaye. Muje b balkey kabi nahi le k gaye. Shayd iss liye k unki mujse 2ndmarriage hy or pehly un k 2 bety han 16 or 14 saal k. Unki behan or bhai k ilawa shadi ka ksi ko ilm nahi. Walidain tou hayat b nahi. Main chahti hun ek tou wo mery sath shadi declare ker den. Kyu k unka sara business maine apna zevar bech k shadi k 1 hafte baad hi shuru karwaya tha. Uss waqt ye bilkul khali hath thay or qarzon k bojh mei thay. Inki pehli biwi inka sub kuch bech k sare paise le ker bacho k sath thailand chale gayi thi. Eb jub wo 2 maah pehly ayi hy tou inko koi paisa b nahi diya or shayd usey ksi ne inki shadi k muttaliq btaya tha isi liye agayi. Warna 8 saal se inka uss k sath koi izdawaji taaluq nahi. Isi liye main chahti hun k ek tou ye shadi declare karen or dusra Allah pak muje aulad e narina se nawaze. Warna sub kuch karne k baad b meri koi haisiyat nahi hogi. Kyun k mery shohar muje meri khidmat mohabbat or ittat ki waja se hi chahte han. Eb tou doctors ne muje kaha hy k DNC ki waja se aap k eggs nahi ban rahe dono ovaries mei. Muje perhny k liye koi wazaif batayen kyu k shohar tou sirf namaze juma mushkil se perhty han. Or mery pass koi munasib kharch nahi hota k main zururiyat e zindagi k ilawa kharch karun. Panjtan pak ka wasta meri mada karen. Allah apko jazaye khair de.aamin Duago

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!