Question: Zohar ke rakatin kitne hoti han.
Answer: Zohor ki rakatain 4 hoti hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 33rd edition, maslah#717)
Question: salam ap mujy namaz pharnhy ka pura tarika bej dy kis namaz mai kith ni raka thi ho thi aur kiya parna ho taha hy aur dua qunooth kis namaz mai phari ja thi hy plz jaldi?
Answer:
Question: aoa...agr aap k pas kisi mujtahid ki namaz parhte hue vedio hy to plz send kr den ya namaz ka propr tariqa bata den...thank u
Answer:
Question: kia 5 waqt namaz parhna ziayada behtar nahi?hum q zahr andasar sath parhtey hai n magribe and esha b???alag alag parhney mai kia buraii hai?
Answer: zuhar o asar ki namaaz ka waqt Zawaal e Aaftaab se Goroob e Aaftaab tak hai, or is hi terhan Magrib o Isha ka waqt Mashriq ki surki
Question: mera question ye ha k mjhain sahai ourat ki namz ka tariqa bata dain mane "Asan namz" kitab se sikha ha but mjhain log khatae ha k ghalt ha wo book plz ap mjhy wazeha tor se namz ka tariqa bata dain hoskae tu tasveer se bata dain .shukarya
Answer:
Question: Mera sawal yeh k quran ki roshni mein namaz kaisy parhi jate hai kon se dua namaz me parhty hain
Answer:
Question: mera sawal ye hai ki shia namaz me hand ko sidha kyun rakhte hain.
Answer: Shia hazraat nabi s.a.w.w or on k ehl e bait a.s k bataey hoay raaste ki pairwi kerte hain or sunnat se yehi baat sabit hoti hay k nabi s.a.w.w or ehl e bait a.s or degar ashaab e paighaber s.a.w.w bhi hath khool ker hi namaz perha kerte thay. Mazeed tafsilaat k liay aap is link per click karain. (Ref: http://old.tvshia.com/urdu/index.php/articles/%D9%85%D8%AD%D8%B1%D9%85-%D8%A7%D9%84%D8%AD%D8%B1%D8%A7%D9%85/1178-%D8%A2%D8%A6%DB%8C%DB%92-%DB%81%D8%A7%D8%AA%DA%BE-%DA%A9%DA%BE%D9%88%D9%84-%DA%A9%D8%B1-%D9%86%D9%85%D8%A7%D8%B2-%D9%BE%DA%91%DA%BE%DB%8C%DA%BA ). Update on dated 15-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).