Question: main apna karz utarna chahta hoon mere pas sirf 14 din baqi hain aur 50000/- rupay ka karz hai
Answer: 1-Kitab sirrul mustatir sheikh bihae(r.h) main hazrat imam e riza a.s se riwayat hay k agar koe maqrooz ho or qarz ki adaegi ki koe sorat nazar nah aati ho tu sorah e ambiya(sorah#21) ki ayat# 87or 88 ko 442 mertabah perhe tu insha Allah os k qarze ki adaegi ki sorat paida ho jay gi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#347). 2-Agar koe qarz daar ho jay tu sorah feel(sorah#105) ko likh ker bazo per baandh le tu is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347). 3-Agar koe sorah deher(sorah#76) ko likh ker gale main daale tu is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347).
Question: Qarz denay k baray mai btain k kitna sawab hai?
Answer: Mominoo ko aur khas tor par un zurarat mando ko qarz dena mustahab kamoo mai sai hai jis k baray mai masoomeen a.s. ki hadeeso mai takeed ki gae hai. Hazrat Muhammad Mustafa s.a.w.w. nai farmaya: “ Jo shakhs kisi momin bhai ko qarz dai dai aur osay wapis krnay ki isteta’at tak mohlat dai to aisay shakhs k maal mai izafa hota hai aur farishtay is par durood bejhtay hain yaha tk k wo apna qarz wapis lai lai. ” Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. sai manqool hai k “Aik momin kisi doosray momin ko qurbat ki niyat sai qarz dai dai to Allah is ko sadqa ka ajar ata krta hai yaha tk k wo apna qarz wapis lai lai.” Qarz denay k kuch makhsos ahkam hain jin k baray mai Tauzeehul masail dekhain . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2236)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: both krza ha both prshan ho koi hal ha is ka
Answer: 1)Maqrooz adami har namaz k baad ba-qa’edgi say surah muzammil ki tilawat karay to qarz ada ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41) 2)Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: A.o.a sir mene qaraz ada krna ha...8000 rupay ha takreban 1 saal se zayada ho gya ha lekn me qarz nhi de pa rha..jiski waja se me bht preshan hu..plz koi solution bata dn
Answer: 1-Kitab sirrul mustatir sheikh bihae(r.h) main hazrat imam e riza a.s se riwayat hay k agar koe maqrooz ho or qarz ki adaegi ki koe sorat nazar nah aati ho tu sorah e ambiya(sorah#21) ki ayat# 87or 88 ko 442 mertabah perhe tu insha Allah os k qarze ki adaegi ki sorat paida ho jay gi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#347). 2-Agar koe qarz daar ho jay tu sorah feel(sorah#105) ko likh ker bazo per baandh le tu is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347). Update on dated 17-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Janab Maulana Sahib Mujh Per kareeb bees Lakh INR Ka qarza hai ada nahin ho raha aur koi soorat bhi nahin nazar nahin aati
Answer: 1-Kitab sirrul mustatir sheikh bihae(r.h) main hazrat imam e riza a.s se riwayat hay k agar koe maqrooz ho or qarz ki adaegi ki koe sorat nazar nah aati ho tu sorah e ambiya(sorah#21) ki ayat# 87or 88 ko 442 mertabah perhe tu insha Allah os k qarze ki adaegi ki sorat paida ho jay gi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#347). 2-Agar koe qarz daar ho jay tu sorah feel(sorah#105) ko likh ker bazo per baandh le tu is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347). Update on dated 29-03-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: M e bhot maqroz ho gea ho mughy kuch easa btya jy ks m is qiraz sy nijat hasal ker lo
Answer: 1-Kitab sirrul mustatir sheikh bihae(r.h) main hazrat imam e riza a.s se riwayat hay k agar koe maqrooz ho or qarz ki adaegi ki koe sorat nazar nah aati ho tu sorah e ambiya(sorah#21) ki ayat# 87or 88 ko 442 mertabah perhe tu insha Allah os k qarze ki adaegi ki sorat paida ho jay gi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#347). 2-Agar koe qarz daar ho jay tu sorah feel(sorah#105) ko likh ker bazo per baandh le tu is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347). [Updated on 08-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Dukan nai chal rahi karja chad gaya kya karu
Answer: 1-Kitab sirrul mustatir sheikh bihae(r.h) main hazrat imam e riza a.s se riwayat hay k agar koe maqrooz ho or qarz ki adaegi ki koe sorat nazar nah aati ho tu sorah e ambiya(sorah#21) ki ayat# 87or 88 ko 442 mertabah perhe tu insha Allah os k qarze ki adaegi ki sorat paida ho jay gi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#347). 2-Agar koe qarz daar ho jay tu sorah feel(sorah#105) ko likh ker bazo per baandh le tu is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347). [Updated on 28-Dec-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: meri kisi aunty nay sawal kia hay: Meray husband ka karobar hy woh doob raha hy meray husband lakhoon k maqrooz ho gaey hain bohat ziyada crisies mein hain
Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 10-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: mere gr waly sakht qarzy k neechy daby huwe hain jo unho ny mere susral se lia ab wo wapis mang re hain koi aisa wazifa btayein k mere gr walo k pas paisy ka intezam ho jaye r unhy gr na bechna pary
Answer: 1-Kitab sirrul mustatir sheikh bihae(r.h) main hazrat imam e riza a.s se riwayat hay k agar koe maqrooz ho or qarz ki adaegi ki koe sorat nazar nah aati ho tu sorah e ambiya(sorah#21) ki ayat# 87or 88 ko 442 mertabah perhe tu insha Allah os k qarze ki adaegi ki sorat paida ho jay gi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#347). 2-Agar koe qarz daar ho jay tu sorah feel(sorah#105) ko likh ker bazo per baandh le tu is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347). [Updated on 27-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asalam Alikum .Mai bht zyada qarz mai phn chuki ho or koi surat smjh nhi arhi.Qarz or phir us qarz py sood ny meri zindagi ka sukoon khtm krdia mai ap k agay hath jor k khti jo k kch aesa bta dijye k ALLAH Pak mjhy is azab sy nijat dila day. Shukria
Answer: 1-Kitab sirrul mustatir sheikh bihae(r.h) main hazrat Imam e Riza(a.s) se riwayat hai ke agar koi maqrooz ho or qarz ki adaaigi ki koi surat nazar nah aati ho to surah e ambiya(sorah #21) ki ayat #87 or 88 ko 442 martaba parhe to inshAllah us ke qarze ki adaaigi ki surat paida ho jaye gi. 2-Agar koi qarz daar ho jaye to surah feel(sorah #105) ko likh kar baazu par baandh lay to is ka qarz ghaib se ada hoga. (Ref: Nawa e saliheen, pg#347). [Updated on 18-Feb-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey].