Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 2816
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: zohar or ashar ki namaz ma imma kirat unchi awaz ma kyu nahi karta hai

Answer: Allah Taala ki di hoi Shariat e Muqaddasa main ye hi hukum hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 979 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Id: 4746
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam Sir Namaz e Sub, magreeb, aur isha ki namaz taiz aur zoher, asr ki namaz aahista kyon padi jati h

Answer: Aksar ahkam e sheri ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain. (Ref: Lumah # 6, kitab e meras, nashir maktab e naveed e islam, pg # 472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 4753
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Islam main Namaz,Roza, Hajj, zakat, Khums, Jihaad waghaira Q wajib hain?

Answer: Aksar akhkaam e sher,e ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah#6,kitaab e meraas,nashir maktab e naveed e islam, pg#472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 4957
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sharab, charas kiun haram hy? quran pak mai ayat hy k haram hy mera sawal kiun haram hy?

Answer: Aksar ahkam e sheri ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah # 6, kitab e meras, nashir maktab e naveed e islam, pg # 472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5633
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Q-1 Machli ( Fish) Bina Zibha Kiay Kyun Halal Hai . Q-2 Jis Chori Se Hazrat Ibrahim (A.S) ne Bakary Zibha Kia Tha WO chori Kahan Gai

Answer: Aksar akhkaam e sher,e ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah#6,kitaab e meraas,nashir maktab e naveed e islam, pg#472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 7293
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam u alykum khatna kyu ki jati hai

Answer: Aksar ahkam e sheri ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah # 6, kitab e meras, nashir maktab e naveed e islam, pg # 472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 8543
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: asalam u alaikum sona gold mard pe kyu haram hai koi muzbat daleel paish kijiye shukariya

Answer: Hazrat imam jafar sadiq (a.s) se manqool hay: sona (gold) ehl e jannat ki zeenat hay . Allah ne duniya me sona ( gold) khawateen k lie zeenat qaraar diya hai aur mardo k lie sona (gold) pehanna aur us k sath namaaz perhna haraam qaraar diya hai. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed masael , Mafhoom e Pg #88 , part# 1). Update on dated 18-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 9145
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Asslam-o-Alikum YA ALI a.s Madad Mera Sewal ye hai ki Roza Batil honi ki Baari mn QURAn Sahreef mn Likha howa h hmen kse Peta chale kia Roza Batil Ho gya hai QURAN mn To Sirf Roza Rkhnai ka Hukum hai

Answer: AHKAAM SHARHE SRIF QURAAN SE HASIL NAHE KIE JATE BALKE QURAAN AUR SUNNAT YANE HAZRAT RASOOL KHUDA AUR 12 IMAAMO K AQWAAL O SERAT SE BHI HASIL HOTE HAI. Update on dated 16-07-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 14615
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Zohar ki namaz wajib hai to jummay k roz bhi zohar parahaya jaye jumma q parhaya jata hai? Or jummay ki ehmiyat bhi bata dayn plz

Answer: Aksar ahkam e sharaei ke sabab or illatain(reasons) shariyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairawi(following) karain.(Ref: Lumah #6, kitaab e meraas, nashir maktab e naveed e islam, pg #472). (Note: Namaz e jumma ki ehmiyat o fazilat ke liye is link per jain https://ur.wikishia.net/view/%D9%86%D9%85%D8%A7%D8%B2_%D8%AC%D9%85%D8%B9%DB%81#.D8.A7.DB.81.D9.85.DB.8C.D8.AA_.D9.88_.D9.85.D9.86.D8.B2.D9.84.D8.AA ). [Updated on 31-Aug-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 19777
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: mera sawal ye hai k kya naik kam ko neki samjh k krna chahy koi harj to ni for exempl agr aik kam krny ko dil ni kr raha phr socha naik kam hai kr he leta ho to kya wo theek hoga

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!