Question: Salam,Agha electricity ka chori karna tu najaiz hai magar kia yeh sahi hai kai aap ka namaz waghera sahi shumar hogi
Answer: Bijli ka ghair qanooni istemaal jaiz nahi hay or aisa kaam kernay wala zaamin hay laikin is chori ki bijli say hasil honay walay pani say wuzu or ghusl durust hay or namazain bhi sahi rahain gi. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #229 , Pg #148 , Eidition# 5+ Mujtahid say pochay gay sawalaat, part#3,maslah#186). Update on dated 07-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Bijli chori ke bare me kya hukam hai. Kya us chori hui bijli ki roshni me namaz aur dua parna jayaz hai?
Answer: Bijli ka ghair qanooni istemaal jaiz nahi hay or aisa kaam kernay wala zaamin hay laikin is chori ki bijli say hasil honay walay pani say wuzu or ghusl durust hay or namazain bhi sahi rahain gi. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #229 , Pg #148 , Eidition# 5+ Mujtahid say pochay gay sawalaat, part#3,maslah#186). Update on dated 07-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: sir salam, sir mera question yeh hai ke mere ghaar me light k 2 lines hai aik mere khuD apne meter ke or Dosre kese se le hoe hai us line ka me per month Rs .200 pay karta hoo. mujes itna pata hai k woh line jo muje mill rahi hai who banDa chore ke line chalaa rah ahi per me us ke kemat aDa kar rahia hon . or mere apne light ka bill b pay karta hoo . 1- keya woh line rite hai 2- agar rite hai to keya me us light se nemaz aDa kar sakta hoo
Answer: