Question: Aslam waalykoom mere pure chehre par safed daag ho ra he hai ye karib 15 sal se hai mene kafi ilaj kiya laikn fayda nahe hua AAp ko Asan Sa rohani ilaj bataye
Answer: Aik piyalay main surah e yaseen ko shehed(honey) sey likh ker dhoo ker pee lain.bars ka marz (safaid daagh) chalay jaen gay.(Ref: Book payaam e shifa,pg#198). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Janab agar kisi ko safed dag ke skikayat hai to use kya karna chaiya iske shifa k lye kya dua hai
Answer: Aik piyalay main surah e yaseen ko shehed(honey) sey likh ker dhoo ker pee lain.bars ka marz (safaid daagh) chalay jaen gay.(Ref: Book payaam e shifa,pg#198). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Assalam-O-Alaikum..... Safiad daaagh ka ilaaj zara detail me bata dijiye k Sarah Yaseen ko shehd(Honey) se kis tarhan likh k dho kar pina hay?
Answer: Aik piyalay me Surah-e-Yaseen ko shehed(honey) say likh kar dhoo kar pee lain bars ka marz(safaid daagh) chala jae ga. (Ref: payam-e-shifa, pg#198) Surah-e-Raa`ad ayat 39 phir (Alhamdo lillahay faatiris samaawaati wal arzi jaailil malaaikatay rusulan olil ajbehatay masnaa wa sulaasa wa rubaain bismillahay yashfi) Uskay baad apna naam aur apni walda ka naam likhay phir is ka taaweez bana kar pehnay Inshallah bars(safaid daagh) ki bimari say shifa milay gi. (Ref: Tajalliyaat-e-Quran, pg#70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: meri walda ko barrs marz hey, takreebn 10 saal sy, boht sy doctors sy ilaajkarwa hey ,magr kuch b asrr nahi karta ,bara e mehrabani koe tajweez ya elajj bataye
Answer: Bars(Safaid daagh) aksar nakis food istemaal karne ki waja se hote hain is ka ilaaj ye k chaad ki 13,14,15 ko roze rakhe aur iftaar se phele (safeed daagh) barz se nijaat ki dua kare is k ilaawa roza namaaz isha k phele 3 baar drood perhe is k baad 100 baar ya majeedo perhe aur aakhir me 3 martaba durood perhe . (Ref: Mafhoom e https://www.facebook.com/RoohaniAmliyatwazaif/.../302824733159653 ). Update on dated 30-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Assalm o alikum mein yeh pochna chahti hun k ... safeed dagh ki shifa k liye ju tareeka ap ny btya us ko zara sae trh samjha dein k suraat e yaseen ko is trh likha jaye honey sy piyalay py..? plz ap ki bht meherbani hogiiiii
Answer: Bars(Safaid daagh) aksar nakis food istemaal karne ki waja se hote hain is ka ilaaj ye k chaad ki 13,14,15 ko roze rakhe aur iftaar se phele (safeed daagh) barz se nijaat ki dua kare is k ilaawa roza namaaz isha k phele 3 baar drood perhe is k baad 100 baar ya majeedo perhe aur aakhir me 3 martaba durood perhe . (Ref: Mafhoom e https://www.facebook.com/RoohaniAmliyatwazaif/.../302824733159653 ). Update on dated 30-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: My son (3.10 years old) has white spots appearing on his forehead, neck and ears, apparently these are the early signs of vitiligo/leucoderma. pls advise any remedy for kids - JazakAllah o Khaira
Answer: Aik piyalay me Surah-e-Yaseen ko shehed(honey) say likh kar dhoo kar pee lain bars ka marz(safaid daagh) chala jae ga. (Ref: payam-e-shifa, pg#198) Surah-e-Raa`ad ayat 39 phir (Alhamdo lillahay faatiris samaawaati wal arzi jaailil malaaikatay rusulan olil ajbehatay masnaa wa sulaasa wa rubaain bismillahay yashfi) Uskay baad apna naam aur apni walda ka naam likhay phir is ka taaweez bana kar pehnay Inshallah bars(safaid daagh) ki bimari say shifa milay gi. (Ref: Tajalliyaat-e-Quran, pg#70). Note: Plz contact homeopathic doctors for remedy. [Updated on 19-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalam-O-Alaikum Safiad daaagh ka ilaaj ky lia Aik piyalay me kesy likhain puri Surah-e-Yaseen ko shehed(honey) say detail ma bta dain. puri Surah-e-Yaseen likhni ha ? or kitni bar likh kar pina ha us ko dho kar. or ya piyala ghar ka koi bhi member likh sakta ha ?
Answer: