Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 8591
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: apne nend kam karne key liey ayat bataya hai sir kitna time parhna hai kitni bar parhna hai sir kitne din main asar ho jaega matlb kitne din main nend kam ho jaega sir surf sureh aaraf key ayat 54 ta 56 parhne se ho jaega ya or bhi kuch parhna hai.

Answer: Jo shaks sorah araaf ki ayat#54 se 56 tak perh ker allah se neend kam kerne ki dua kare ga tu o ski neend kam ho jaey gi. (Ref: payam e shia, Mafhoom e pg#185). Update on dated 05-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 22261
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Hazrat assalam o alaikum, Mera mas ala ye hai kee, mujhe har waqt aankho me neend ka khumar hee rehta hai, fresh nahi lagta, active nahi lagta, aankho me neend hi rehti hai, mai is se bahot pareshan hoo, koi solution dedo. Aur koi bhi hajeet/jaroorat puri hone ke liye koi aasan sa wajifa dedo. PLEASE PLEASE PLEASE REPLY IMMEDIATELY. Shukriya.

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 22306
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Hazratji, Assalam o alaikum, Mai ne aap se question kiya tha wo question neeche hai. 1)Jo shakhs surah e aaraaf surah # 7 ki ayat # 54 ta 56 parh kar Allah sai neend k kam karnay ki dua karay to neend kam ho jae gi aur shaitan sai bhi mehfooz rahay ga. (Ref : Payam E Shifa pg # 185) 2)Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). TO MUJHE AAP SE JAWAB MILA LEKIN, 2 NUMBER POINT ME AAP NE BATAYA HAI KEE, Dua e tawassul BARE ME, TO, YE DUA E TAWASSUL KON SI DUA DUWA HAI ? PLEASE MUJHE BATA DO. Shukriya.

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!