Question: apna makan honay ka wazifa
Answer: Agar koi apna zati ghar(house) karna chahta ho to is durood sharif ko jume (Friday) ke din baad namaz e asar aik hazar (1000) martaba parh kar Allaha Tallaha se dua karay to wo apne latf o karam se zaati ghar ka intezam kar day ga aur rayha’ish k silsile me wo kabhi bhi muhthaj nahi ho ga. Darood sharif ye he “Allaha hum’ma sal’le ala mohamma’din nabi yil um’mi wa ala aal e Muhammad”.(ref : kitab naeem ul aamal pg # 347). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asalam o aliykium... Janab mara sawal ya haan kay may....apna house buy karna chati hoo or jald buy karna chati ho app plz mujhay koi wazifa ya dua bata day takay jald pasay ka intazam ko jaya or may or maray husband apna ghar buy karlay.. Shukriyaaa
Answer: Agar koi apna zati ghar(house) karna chahta ho to is durood sharif ko jume (Friday) ke din baad namaz e asar aik hazar (1000) martaba parh kar Allaha Tallaha se dua karay to wo apne latf o karam se zaati ghar ka intezam kar day ga aur rayha’ish k silsile me wo kabhi bhi muhthaj nahi ho ga. Darood sharif ye he “Allaha hum’ma sal’le ala mohamma’din nabi yil um’mi wa ala aal e Muhammad”.(ref : kitab naeem ul aamal pg # 347). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: asslam o alaikum m dubai kam krta hn aur ghr waly pakistan ajk m rehty ha hum apna ghr islamabad lena chahty h lekin kam e ni ha ap koi waziifa btaye k paiso ka intazam ho jae
Answer: Wssalam o alykum, Surah e Hijr (surah no. 15) ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lain.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Aslam o Alkum Sir mra msla ye hay k Hmry ghr sy kuch taweez mily mry father taweezon pr belive nahi krty es lay unhon ny jala diay .. jab sy tawez jalay hain wo bemar rehny lag gay hain ami bhi bemar rehny lagi hain ghr k halaat bhi khrab ho gay karobar bhi khtm ho gya... or hr wakt aik preshani c rehti hay plz ap koi wazifa btain jis sy sary msly hal ho jain
Answer: