Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 12163
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Mujhe koi aisa aamal bataye jis ke jariye main apne paise nikalwa saku jo kisi k pas fase hue he...ji main bahot pareshan hu mujhe koi hal bataye plz

Answer: Qarz ki wusooli k liay sorah e taghabun ki ayat#17 ko 11 martaba perha jaey tu qarz wusool hoga.(Ref: Nawaey Saliheen, pg#341). [Updated on 22-Apr-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12418
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kisi ko qarz dia ha ab wo qarz wapas nahi da Raha ha

Answer: Qarz ki wusooli k liay sorah e taghabun ki ayat#17 ko 11 martaba perha jaey tu qarz wusool hoga.(Ref: Nawaey Saliheen, pg#341). [Updated on 05-Jun-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!