Question: Assalamalaikum.mei 5 saal se shadi shuda hun lekin mere aur mere shauher ke beech taluqaat kuch aise hai ki wo meresaat humbistari karna pasand nahe karte aur mujhe unki zindagi mei koi aur aurat hone ka bhi pata chala hai.haanlake wo mere saare zaruriyat, qarch[siwaye humbistari ke] poore karte hain.mei 5 saal se mere shauher ki ek mohabbat bhari nazar ke liye taras rahe hun.yaha tak ke wo blue films dekhkar masturbate karte hai leikin mei aur meresaat humbistari karna unko pasand nahe.unko mei pasand nahe hun aisa unhonne kaha hai,leikin talaq dene ki baat unhone kabhi kahin nahe.mera meher wo ada karchuke hain.aise halaat mei kya mera Qula lena jayez hai.mei 26 saal ki hun aur sabar nahe karsakti.app se jald jawab ki guzarish karti hun..
Answer:
Question: salam alaikum.janab mera sawal ye hai ki kya money ki majboori ki wajah se ghar na ja pata ho.jab ki bivi bar bar bulati ho to kya shauhar gunahgar hai aur agar bivi koi galat kadam utha le to iski gunah kiske uper jayegi.main saudi mein rahta hon aur do sal se pahle ghar nahi ja sakta hon.thanks.
Answer:
Question: MAIN AIK SHADI SHUDA ORAT HON. MERA SHOHAR MERY PECHY KARNA CHAHTA THA. MAIN NAY MANA KAR DYA KAY IS SAY MUGY BOHAT DARD HOGA OR MOTION LAG JAIN GY. LAIKIN JUB MERY SHOHER NY MERI 1 KHAS FARMAISH PORI KARNY KA KAHA TO MAIN FORNA RAZI HO GAI. JIMA KARNY KAY BAD MERA SHOHAR APNY WADY SAY MUKAR GYA . AUB KYA YEH GUNAH HAY YA NAHI
Answer:
Question: Is dry-humping allowed? Dry humping is when husband and wife rub their private parts in bed, with the cloths on, and in the process reach the orgasm. Biwi kay sath intercourse k ilawa koi bhi aisa physical kaam karna jis ki bina p mani kharij ho, jaiz hai?
Answer:
Question: ASSALAM O ALIKUM YA ALI MADAD Janab mai 19 saal ka hon 1 maheeny bad mere shadi hai mai azdawaji masayal k bary mai jan,na chata hon k quran o sunat aur massomeen a.s k ahkam kia hain is mamly aur mjy ye taluz kaisy rakhna hai aur is ki ibteda kaisy karon wo kon sy kam hai jin sy nkah batil ya makroh hota hai mju apni hony wali biwi sy kaisy hm bistar hona hai e.t.c ye sb masayl agr detail mai smjha dain tu meharbani ho gi. wassalam
Answer:
Question: sir mujhe is swal ka jawab maloom karna ha k khawand apni bivi se kitne arse taak door reh saqta ha aur koi masla b na hoo......khawand ko....kia islam is baat ki ijazat dyta ha ha k apni bivi k pass app shadi k baad sirf 15 din rahoo aur phir 6,7 months guzar jane k bawjood na ao jabke ap ke pass tym b hoo ar koi kaam b nai ho
Answer:
Question: ASALAM WALAKUM MERA NAAM FARHAN HAI MIJHAY YE MALOOM KERNA HAI JIB HUSBAND AND WIFE HUMBASRY KERTAY HAI IS DORAN AGER HUSBAND KAY MOU MAI WIFE KA DODH CHALA JAHAY TU KOHI GUNAH TU NAYE HAI YA NIKAH TU NAYE TUT JATA PLS WAZAHIT KARAY PLS MERI REHNOMAHI KARAY KEY HUSBAND APNI WIFE KA DOOD PEE SAKTA HAI KAY NAYE
Answer:
Question: mera question ya ha k ap na apne question id no 6353 ma farmaya k wife par sakhti baghir shari uzr k nahi karne chaye , mera sawa ya ha k , agar orat mard ki khawahis par mukamal kapre nahi utarti , ya use lift nahi karate , ya us k bat ki mukhalifat karte ha , ya sex sa rokte ha(back side or front) buland awaz ma bat karte ha ya shohar ki bat apne ma bap ko karte ha to, bagiar ijazat k ghar se nikalte ha to kia ya sab batain shari uzr ma nahi aten, agar nahi to hamre guidance k lia wo batain bata dain jo shari uzr ma ate hain Allah Hafiz
Answer:
Question: Assalam O Alaikum Agha sahab Please mujhy Sistani sahab ke koi aisi book bata dain jis mein Azdawaji zindgi or Mubashrat (intercourse) k ethics ke tafseeli maloomat ho. Or urdu translation mein net pr mil jaye ap ke bohat mehrbani ho ge please maire help krain ta k main mukrohat se bach sakon. Please mairy Question ka jawab jaldi de jiye ga. Please
Answer:
Question: Aslam o alaikum! 1) Is it permissible for man to lick his wife vigina? 2) is it permissible for wife to suck the penis of her husband? 3) is it permissible to use his wife from back side for sex? please give me answer as early as possible according to my mujtahid because I am very confused after reading few answers about this same issue but the Mujtahid is different. Please clear this confusion. Waslam
Answer: