Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 25284
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Mai bout choti choti bato pr preshan hojati hu mje asa lgtaa h jse mre hsbnd mjse ziadaa mri sas ko importance dete hain jbke wo Mje BHt importance dete hain hr bt m mra khayal rkhte hain pr mje choti choti bt buri lg jati h choti choti bt m feel krti hu dil drta rhtaa h or mnfi sochen BHt ati hain kbhi kbhi bht Rona ata h hr time tension m rhti hui anxiety ka msla h Mje .. pr jb nahi tha tb b mje yahi htaa tha k mre hsbnd mje ziada importance den hr bt Mai or hmsha unko apni khbt ka yqeen dilana prta tha k m tmhe ziadaa importance deta hn m khud s kbhi satisfy nhi hti unse jb wo yqeen dilate hain tb yqeen ata h k wo mjse mhbt krte hain or phr m tnsion free hojati hn plzzz mje kch btayen k m choti choti bato ko na sochu m BHt ziadaa sochti hu

Answer:

Id: 25298
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam.. Meri pareshani ye hai k Meri shadi ko ek saal hogaya hy lekin abhi tak me or mery shohar ek dusry k kareeb nahi aye hamara azdawaji taluk nahi qaim ho saka.. meny ek do bar shohar sy is pe baat karny ki koshish ki to jawab me unho ny kaha k pehly hum khud ko smbhal le phir family start karengy ya phir siray sy is pe koi baat hi nahi karty mery shohar.. Me ab is chez sy bht pareshan rehti hu qk saas or baqi ghar walo ny family barhany k lye zor dena shuru kardia hy jo k me khud b chahti hu lekin me unse is maslay k baray me bat nhi kar pa rahi maherbani kar k mjhy is maslay ka hal bataen mery shohar baqi chezo me bht achy hain .

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 25302
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Humari pasand ki Shaadi hai per biwi ko ijma ka shauq nai hai mard honai ki hesiat se mein iss mamley mein pareshan rehta Hun or jinsi zaroorat pori karne ke liye dosri Shaadi ka khuaosh mand Hun, do sawal Hain. Pehla kia is sorat mein dosri Shaadi karsakta Hun Bina pehle se pochey kyun ke khula ka khatra hai or dosra sawal yeh ke uske ijma ke shouq na honai or mere hajat kahin or pori karne ke gunah ka haqdar Kon hoga?

Answer:

Id: 25303
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Agar hamne ladki ke baap ki ijaazat par Audio call, Video call or ek dusre ko dekhne ki conditions par Mutah kia ho, aur aage chalkar hame haraam kaam me padne ka dar ho to ek dusre ke sath physically engage ho sakte hai or kya uske liye baap ki ijaazat lena zaruri hai? Aqa Sistani r.a ka iske baare me kya masla hai?

Answer:

Id: 25306
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aslamoaliqum....mere shadi ko 8 sal ho gy hain. Shadi k 2 sal tk mery husband mery 7 thk rahy lkn bad me inki university ki koi frnd thi ab is ny inho NY friendship kr li r ab sahdi b kr li ha....lkn mene b Inka shadi me 7 diya...inho NY mje kha k me shadi k bad tumhara b khayal rakho ga...lkn shadi k bad wo blkl ignore kr ry hain mery samny apni biwi se bolty Hain lkn mery 7 ni hm dono 1 hi ghr me rahty Hain....me apny shohar se Pyar krti ho me usy ni chorna chahti ...ab is suiation me Kiya kro ...mskl halat Hain plz aap mje koi acha jawab dy dain. Mje khuch samjh ni a Ra....

Answer:

Id: 25318
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: AOA sir MERI shadi ku almost 1.5 year hoo gy Hain lakin MERI Biwi mujhe respect nai deti jab Ka mein shohar k haqooq puray krta hun nan o naka pocket money week mein 2 SE 3 Baar Khana ju usy Pasand hoo is Ka elwa ju mere haisait hai us k mutabak etc, mujhe Pasand nai k mere Biwi ki jahan SE shadi k liye baat hui pr Nikal nai hua Woh us family SE milay JB k mere Biwi ki Bhai ki SAAS us larkay ki Behan hai js Ka sath baat chali thi pr nikah nai hua meri na pasandigi k bawajood MERI Biwi baat nai maan rehi aur aab mein thank gya Hun is rhiste SE 1 Mere respect nai krti 2. Agar mein humbustri Ka kehta Hun Tu inkaar krti hai just week mein do dafa JB k meine Kabhi us time nai keha humbustri k liye JB shiriyat ne Biwi Ka paas Jane SE manah Kiya hoo like periods, Rozay ki halat mein ya Kabhi us NE keh Diya tabiyat thk nai 3. Care nai ki 4. Mere baat nai Mani Kabhi hamesha dosron ki sunti hai 5. Meine parday Ka keha Tu Woh b nai manti 6. Usy APNI ghr SE zaida APNI Ami ki taraf rehna sai lgta aur is baat pe kayi dafa family Beth chuki hai Bari muskil SE 21 days pe razi hui Oct 2020 ku pr Woh b bs do teen baar he hua phr wohi 15 din ki routine 7. Mere Ami Ghar Ka kamo Ka b nai kehte kyun k yeh shariah nai hai uski marzi ho tu krti hai wrna nai Please mujhe guide kre mein yeh rhista khatam krna chata Hun jnta Hun Ka Khuda Ka nazdeek halaal kamo mein Shaid Bura pr mein thak gya Hun ese halaat mein deeni hukam kya hai mein SB khuch Kr chuka Hun please guide kre sukhriya

Answer:

Id: 25319
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Kya mein dosri shadi kr skta hu biwi meri hmabistri ni krti larae hoe mene mara wo apny maa baap k ghar meri ijazat k begair chali gae or meri jismani zaroriat ko bhi nazar andaz kiya hoa ha na milny k liye tyar na kuch aor hala k maafi bhi mangi btaen kya krun mahina se zyada honay wala ha mjy next kya step lena chaye quran o hadeez ki roshni mein btae or mein shadi dosri krny k haq mein q k meri needs pori ni kr rhi aor meri bat sunay ko bhi tyar ni biwi meri

Answer:

Id: 25344
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aoa...Meri shadi ko 7 saal ho chukey Hain...masla yeh hai k mere husband ko Milne ki khwahish nai hoti aur agar intercourse kar bhi len tu kuch seconds me khatam hojata hai jiski wjhsey Meri feelings Puri nai hoti boht gussa ata hai Maine doctor ka bhi kaha bt wo nai mantey Janey k lye yehi kehtey Hain Kisi AUR se karalo main pura nai kar skta mjhe Haram kAam nai Karna hai koi aisa Hal hai k halal tariqe se hojaye na hm sepeprate ho sktey hain hamarey bachey hain hm Doni alag nai hona chahtey per yeh masla boht barh gaya hai mere mind me Sara waqt yehi cheezen ati Hain Ghar ka mahol kharab horaha hai koi halal bech ka Rasta ho tu kindly guide karden

Answer:

Id: 25358
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam abi kuch din pehlay mera peda honay walay bachay ka intiqal hogaya hai or meri biwi bhe mujh sa naraz hokar ghar beth gai hay or us k ghar walay musalsal uskao mery khilaf kar rahay hai ? Meri biwi ka kehna ya hai k wo mery sath mery ghar walo k sath nhi rehay gi. kya mai zabardasti apni biwi ko kanoni or shari tariqay sa ghar lasakta hn ya nhi. Or aghar wo na ana chahay to kya hukam hail...?

Answer:

Id: 25376
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aoa molana sahab plz jld se jld reply kar den meri shadi hai or mujhe ni pta kuch baton ka Actually ap bta den k agar mae jldii discharge ho jaon or wo na hn tu kia karon or agar wo jldii discharge ho jaen or mae abhi na hoi hn tu mujhe kese karen ge plz zara jld se jld jawab de den

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!