Question: prize bonds haram hay ya halal?
Answer: Is website per fiqh e jafferiya k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salaam janab swal yeh hai k prize bond layna jaiz ha ya nai
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kian Prize Bond milnay wali raqam Jaiz hain Ya Haram hai.
Answer: Is website per fiqh e jafferiya k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Government ki Prize Bonds ki jo Schemes Hain Us ke Mutaliq kiya Ahkam Hain?
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: aakra prize band jaiz hai ya najaiz? plz ans
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 08-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Prize bond halal hain ya haram
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: prize bonds ki purchase or sale ka kia hukm hay
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) . Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: iam asking question about praiz boond
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) . Update on dated 07-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kiya inssurance jo 15/20 saal k lea krwai jaey halaal hy ya haram hy?
Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (http://www.sistani.org/urdu/qa/01743/ ).Update on dated 27-01-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Assalamo Allekum Prize Bonds par Inam nikle par khus Dena hai. Agar meh Inam bank seh lu to kitna hai aur agar Bazar meh bond sale karke lu to kitna hai.
Answer: Agar khums ki tareekh per prize bond men se jitni raqam bach jaey to us ka khums dena wajib hoga. (Ref: Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, Mafhoom e sawaal # 93,pg # 48 ) Prize bond ki pori raqam aap k liay halal hay.(Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) [Updated on 06-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]