Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 21519
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: 16429 ke refference se phale aik question pocha tha jiss mien aap ne surah read ka bataya. sir iss surah ka name ki samajh nahi lag rahi. Aur kisi page no 94 ka likha hai aur aik book ka likha hai. sir again clear kar dein thanks. aur book ka address bata dein ke ye kahan se miley gi.

Answer:

Id: 21537
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: aslamolukm khuda apko apni aman mn rkhy sir mn shadi k dosry mah prgnnt hoe the us sy phly mri bhabi shadi k phly mah he prgnent the to bhabi ka msgarige ho gya 2 mah bad r mera bhe us k msgarige k 1 mah bad ho gya,phr mn fauran agly mah prgnnt ho gye mger 2 mah bad phr mscarge r bhabi 3 normal mnsiz rhy phi bhai saudi chala gya r usko 2 mah mnsiz nhn aye hm nay khuda sy umed lgae k wh prgnet hn mger 2 mah bad wh bemar ho gye,bra e krm ap is msaly ko smjhein r koi hul btaein hm bht pryshan hayn bakhuda,k hmara msla same hay log khty k jado hay saya hay yh wh mger khuda sy dh k to koi chez nhn,plz khuda k lye hmari mdaad kejy

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 21568
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: shadi ko dhai sal ho rahy hain laken abi tk aulad nhe ha na he hamla hoi hon.kia mein surah e ra’ead ayat # 31 ko haroof e mo’qat’te’aat ki sorat main likh kar bandh sakti hon or kia ye khud likhon ya kisi bazurg se ya kari sahib se likhwa k dalon .agr khud likna ha to plz ap is ki ijazat de dein.

Answer:

Id: 21591
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: meri dusri bar pregnancy ha pahli bar misscarriage ho gaya tha pregnancy weak hony ki waja se ab dobara b doctors yahe keh rahe han k pregnancy weak ha to miscarriage se bachny k lia mje Quraan pak se ya (AYIMA- S.A) k farameen se koi sura ya duayn btyn jo ma parh sakun. Please dua for me & my baby

Answer:

Id: 21597
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: mery shadi ko 7 sall ho gay hain abhi tak mery koi aulad nahi hay aur mery bivi 1 bar bhi pregnant nahi hui main dubai main kam kerta hoo mery biwi apni country main hay main her sall 45 day chutti jata ho docter kehtay hain k koi problems nahi hay please koi wazeefa bata dain shukria

Answer:

Id: 21598
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Asalam o aliykum mari sahi ko 2 year honay walay haan but mujhay koi aulad nahi plz mujhay mari hrlp kar day maray or maray husband ki reprts sab sahi haan lakin maray sath ek masla haan wo ya kay maray utreus thora auper haan or koi masla nahi is kay sawa allah ka shukar app mujhay help kar day.....or plz ayat haroof e mo’qat’te’aat is kay means kya haan?

Answer:

Id: 21608
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: salam o Alaikum sir my age iz 22 or shadi ko 2 saal hony waly hai sir main last year January main pregent huwe thi or foran he miscarriage hogayia or us k bad Abi tak pregency nahi huwe both both parashan hun duwa b krti hun ro ro k samajh nahi ata kya krun mainy Surah e raead ayat 31 ko haroof e moqatteaat ki sorat main likh kr kapray main lapat kr pait per bandha hai 1 month hogayia hai but koi faida nahi Ho raha please mujhy koi or wazifa batadey

Answer:

Id: 21620
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam....janab may again ap say wahi sawal pouchna rahi plz mujhay reply kar day mari shadi ko 18 months ho gaya haan hum aulad chatay haan but ho nahi rahi reports sab clear haan but mara utreus thora aupar haan may kya dua ya wazaifa karo jo mari murad a jaya....shukriya bauth app ka khuda hafizz..

Answer:

Id: 21676
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam O Alekum meri shadi ku 2 saaal huney waley hain hamari olad nahi hai bohot koshish ki docotors sa bhi check karwaya husband na bhi apney test karwaye in ki report mai hai k in k jaraseem ki ziada tadad jandar nahi hai 31 percent actie hai aur hum na kafi medicines bhi khain hain ju doc na di thi lekin koi result nahi hai mai kafi pareshan hoon aap please koi hal batain merey husband ka naam irfan hai shukria

Answer:

Id: 21738
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam o Alaikum ! Mohtarmi Janab: Arz hai k Meri Shaadi ko 4th Year Chal raha hai magar abhi tak Pregnancy ki koi umeed nahi hai. shru se he ilaaj karwaya magar koi result nahi hai. Haiz main bhi koi aitedaal nahi hai, ap kuch mashwara inayat farmayn. Hum Allah se Umeed rakhtay hain K Aal -e- Muhammad (A.S) k sadqay tamam bay olaad logon ki god bhardey or humen bhi Saleh aulad ata farma. Ameen. Mola apko Salaamat rakhein ! Saima

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!