Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 20204
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam O Alaikum, 1. Loundi aur naukar mein kia farq hay? 2. Islam main laundi k sath sex permitted hai to kia ghar mein kam kerny wali koi naukar jo monthly salary lete hai us k sath sex jaiz hai ya naa jaiz. Agar woh zana hai aur koi insan kerta hai to us ka koi kaffara hai??? reply as soon as possible

Answer:

Id: 20210
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam O Alaikum, Agar mein kisi larki ko kuch paisy de ker sex kerta hoon to kia woh gunah-e kabeera hai.... Agar mein apny ghar mein kaam kerny wali lerki se sex kerta hoon jo monthly salary leti hai to us k baary main kia irshad hai? 2. Loundi kisy kehty hain tafseel se batain..... Thanks

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 20211
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam O Alaikum, 1. Agar family problem ya relatives ki wajah se parents girl or boy ki shadi 30 ya 35 ki age tak na ker sakein to es k bary mein kia ehkaamat hain? 2. Aise surat mein parents per ALLAH ki taraf se kia hukm hai? 3. Aise surat mein kia larki ya larka love merrage ya apni marzi se kahin bhe shadi ker sakty hein without parents permission? Please reply as soon as possible

Answer:

Id: 20218
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Q1) Qibla! mujhe bataiye Ayatullah Sistani kay fatwey mutabiq kay meine kuch maksoos Quran ki Suratein, Ziyaratein aur duein internet se download kari hui hein aur unko mein sunti hoon bikhusus Shab e Jummah or Shab e Budh wagirah par. Kyunkay mujhe arabic parhney mein masla hota hai tu mein inki tilawat ko sirf sunti hoon. Kya mujhe kay fazail hasil hoon gay sirf sunney sey? Q2) Ayatullah Sistani kya fatwa hai kay agar mein in suratun, ziyartun aur duaun ki english ya urdu mein translation parhoon sirf?

Answer:

Id: 20220
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: i love with a women who is married and she love me too . we are loving each other since last 12 years . now we are having social problems. she has 3 childerns and now i want to do astaghfar and tobba and want to marry her daughter . please give me a solution if there is any . i am really worried.

Answer:

Id: 20233
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: mery sawal Wakaleet k hawaly say hain. 1) Ager koi larki nekah k waqth ya sharth lagay k main apna haq e mehar maf karti hun ba ewaz k mera honay wala shohar 2nd shadi nahi kar sakhta aur larki ka wakeel naka parha day aur haq e meehar bhi larkay ko baqsh day mager 2nd shadi ka tazkira hi na karay to kia ya shadi sahi hai ? 2) ager ake larki Qulah le is sharth per k main apna haq e mehar maff karti hun bachay k ewaz main aur us ki qulah harha di jay haq e mehar bhi maf karwa dia jay mager bahay ka kahin zikar hi na kia jay to kia ya qulah mani jay gi ? Guzarish hai k ya dono sawal nikah ya qulah k hawalay say nahi hain asal maslah hai wakeel e sharah ka adal k bajay zulm karna yani jis kam k lia wakalat di gai the us k bajay apni marzi say wakalaat karna kia is surath e hal per asa nekah ya qula mansooq nahi ho jay gi ? baray meharbani tafsil say jawab dain.

Answer:

Id: 20238
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: mulaana sahab aksar log kahtay ha k left ya right eye may say kisi 1 bharkna acha or 1 ka bharkna k matlab kuch bura hona hota ha ap aye bataee k kis eye k bharknay p acha hota ha or ki k bharaknay p bura hota ha meri left eye rozana din may 2 3 bar bharkti ha to meray sath acha honay wala ha k bura.

Answer:

Id: 20249
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam O Alaikum, Jab mein namaz parh raha hota hoon to aksar mujhy lagta hai keh gas kharij howi hai.... leiken smell nahin aati .. aur na he koi awaz... jis ki wajah se mein aksar shak mein mubtala rehta hoon.... to ese soorat mein kia kerna durast ho ga.. kia namaz doobra wozoo ker k parhi jai ya woh namaz aur wozoo theek hoon gy??...... leiken jab normal routeen mein gas kharaj ho to us ki smell lazmi hoti hai.... Please reply as soon .. Mujhy es soorat mein kia kerna hai????THANKS

Answer:

Id: 20252
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: 1. which is the most significant word in sura yasin and how many times doeswhich verse of the holy quran was an order of Allah to the fire? Please mention sura and verse 3.how many sura of the holy quran are named after the calamities of the day of judgement?Name them Thank you

Answer:

Id: 20279
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: sir i am 25year old boy.my wish to make a great man.but i have no good knowledge in din and world.i open the book then sleeped.my memory is no very good and I am leasy no good friend.Ask me memory small no good english.my wish to knowledge able man. help the people. tell me solve me my problemy and paryer me thank you.please Anser me. s ALI HASSAN ZAIDI

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!