Question: kya islam boys ko ghar ke kaam karne se mana farmata hai?
Answer: Jee nahin, balke mard bhi ghar ke kaam kaaj kar sakta hai, balke aurat par ghar par kaam kaaj karna wajib nahin hain aur mard bhi biwi ko ghar ke kam, kaaj par majboor nahin kar sakta, agarche biwi ke liye mustahab hai ke ghar ke kam ko anjaam day. wo ye ke biwi, shohar ki jinsi zaroorat ko poora karne ke alawa bhi shohar ke ghareloo khidmat karti rahe, misaal ke taur par ghar ka khana pakaaye, kapre seeye, ghar ki safayei kare or kapre waghaira dho kar day albatta shohar ki jinsi zaroorat poora karne ke alawa ye kaam biwi par wajib aur zaroori nahin hain. Mazeed tafseelat jaanne darj zel link par click karen: https://shiastudies.com/ur/3077/%DA%AF%DA%BE%D8%B1-%D9%85%DB%8C%DA%BA-%D8%B9%D9%88%D8%B1%D8%AA-%DA%A9%DB%92%DA%A9%D8%A7%D9%85-%D9%BE%D8%B1-%D8%A7%D8%B3%D9%84%D8%A7%D9%85-%D8%A7%D9%88%D8%B1-%D9%85%D8%BA%D8%B1%D8%A8-%DA%A9%D8%A7/ (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2378. + Jadeed fiqhi masail urdu, maslah #509). [Updated on 22-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalamualeikum Me roza rakh kr 5 Waqat ki namaz pharta hu aur tarabhi bhi pharta bas yah puchna raat ko game khal sakta hu
Answer: (Note: Is website par fiqh e jafferiya (shia mazhab) ke mutabiq jawabat diye jatay hain). lihaza aap apne kisi maulana se rabta karen. [Updated on 12-Sep-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aqal me izafa kaise mumkin hai?
Answer: Jee han, mumkin hai Balke Masoomeen (a.s) ki riwaayat ke mutabiq Doodh, paani, gosht, kaddu, bahi, khurasani ajwa, sirka, sadab (kala dana), shehed, anaar ko us ke bareek chilkon ke sath khana, hajamat karana, kharfa, lemo, tail, baaqla. Yeh tamaam cheezen istemaal karne se aql me izaafa hota. (Ref: https://makarem.ir/compilation/reader.aspx?pid=72671&lid=0&mid=70918 ). [Updated on 06-Oct-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Agar traveeh m Sajda sahw yd na rhy tw nxt day sajda wali ayat se prha jae ga ya jhn kl khtm kia tha whn se…
Answer: (Note: Is website par fiqh e jafferiya (shia mazhab) ke mutabiq jawabat diye jatay hain). [Updated on 05-Oct-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asalam u alaikum Kiya namaz disorder me prh skhtay hain? Jesay k witar k baad farz prh skhtay hain? Or sunnat baad me ada kr skhtay hain?
Answer: (Is website par fiqh e jafferiya (shia mazhab) ke mutabiq jawabat diye jatay hain). [Updated on 18-Oct-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mera sawaal ye ha k ager apne magrib ki farz adaa ki aur sunnat aur nafil reh jayen tu inhe kese adaa kerna ha?
Answer: (Note: Is website par fiqh e jafferiya (shia mazhab) ke mutabiq jawabat diye jatay hain). [Updated on 23-Oct-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mera sawaal ye ha k ager apne magrib ki farz adaa ki aur sunnat aur nafil reh jayen tu inhe kese adaa kerna ha?
Answer: (Note: Is website par fiqh e jafferiya (shia mazhab) ke mutabiq jawabat diye jatay hain). [Updated on 23-Oct-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Kia baty kar sakhty ha
Answer: Please apne sawaal ki wazahat kare? [Updated on 20-Dec-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asilam o. Alikum mn prsu umrah pa ja rha Alhamdulilah mra sawal ya ha k roza k doran umrah krta hva abe zam zam to ni pee skta uski jaga kya krna chahya?
Answer: (Note: Is website par fiqh e jafferiya (shia mazhab) ke mutabiq jawabat diye jatay hain). [Updated on 16-Dec-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Fiqah jafferia ki ru sy taaq raatain kon c hyn
Answer: Taaq (اکائی، طاق عدد) juft (جفت عدد) ke muqable me hota hai. Taaq adad yani 1,3,5,7,9,11,13 wagera jabke juft adad yani 2,4,6,8,10,12 wagera... Ab taaq raaton se muraad bhi yahi hoga misal ke taur par Maah e Rajab ki taaq raatain yani 1,3,5,7,9,11,13 wagera. [Updated on 08-Jan-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]