Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 2954
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya 9 or 10 muharram ka roza musalmano k liye jaiz ha

Answer: 9 muharram ko roza rakhna jaiz hay balkeh mustahab hay. or 10 muharram ko roza rakhna jaiz hay laikin makhroh hay (yani behter hay k aashora k din roza nah rakha jay or agar koe is din roza rakh lay tu ye kaam haram bhi nahi hay) . (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masa,il, Maslah#1718). Aashora ko roza rakna haram nahi hay, laikin afzal ye hay k imam husaain(a.s) or on k ashaab k gham main namaz e asr k baad tak khane peenay se rokay rahain or namaz e asr k baad is faqay ka iftaar pani se kia jay.(ref: http://sistani.org/index.php?p=297396&id=569). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 8040
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia 9 Muharram ko bivi k sath hambistri jaiz hai??

Answer: 9 mohaaram ko biwi se humbistri (jima) karna jaiz . (Ref: sistani.org,urdu, ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 8041
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Meri shadi issi saal moharam say aik weak pehlay hui hai. Kya mai ashora k bad apni b.v say humbisteri kr sakta ho ya nhi. Agar nahi tu kub tuk mamaniat hai.

Answer: 10 mohaaram k baad biwi se humbistri (jima) karna jaiz .(Ref: sistani.org,urdu, ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 9240
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: 10 muharram ko roza rakh skhty ya nhi?

Answer: Aashoor k din roza rakhna makhrooh hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1717). Update on dated 14-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 9560
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: 10 muharam.ka roza

Answer: Aashoor k din ka roza rakhna makrooh hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #1717 ). Update on dated 21-12-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 13016
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Moharram mai aurtoon ka Baal nochna jaiz hai

Answer: moharramul haraam me, 10 muharram, aashoor ke din me auratoon ka baal nochna jaiz hai or is per koi kaffara bhi nahe hay. (Ref: sistani.org,urdu,topic,shaaaere hussainia ,sawaal #1) [Updated on 09-Apr-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 15053
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Ashoork di. Faqa kub sy kub Tak hai Kia faqa k Duran Pani peena jIz hai

Answer: ashoor k din roza rakhna makrooh hai laikin afzal ye hay k imam husaain(a.s) or on k ashaab k gham main namaz e asr k baad tak khane peenay se rokay rahain or namaz e asr k baad is faqay ka iftaar pani se kia jay.(ref: http://sistani.org/index.php?p=297396&id=569). [Updated on 05-Mar-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 23193
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: I received a text about fast on 9 and 10 of muharram saying it's harram to observe fast on these days.It was reffering to a book named "Damat-ul-sakiba vol#2" narrated by Abdul Malik from Imam Jaffar a.s. My question is, Is there any book of this tittle ? coz i didn't found it on google. If for example on a certain day when offering fast was harram but I observe at that day, then what i may as i had already made niiat of it?

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!