Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 24612
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: asalam balekum ji hamare ghar me 5 salo se kisi ka koi bhi kam nai banta sab agge badne ki bajaye piche reh re hai sab kuch barbad ho raha hai bimar rehte hai.. koi kam nai banta study ki hai tab bhi koi job nai lagti paise ata hai but sada barbad hota hai please help kare

Answer:

Id: 24947
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam! Main boht ziada pareshan hoon.Meri ami kafi self-centered insaan hain.Wo hamesha mera comparison krti rehti hain.Bachpan sy he wo mujhy control krny ki koshish kr rahi hain jis ki waja say main bht irritate hoti hoon.Un k toxic behavior ki waja sy main aj 7,8 saal dy depression, mayoos ka shukar hoon.Main bht achi student thee lekin un k toxic behavior ki wja sy educationally b bht peechy a gai hoon.Please meri help kijiye.Main bht pareshan hoon.Aesi maan jo har waqt apko control krny ki koshish kry aur jiska toxic behavior ho, kia krna chahiye?

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 24959
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: aoa sir ma bohat zyada preshan ho . roz bohat ajeeb sa khiyalat ata ha . mind ma boht negativity chlna lag jati ha . hamsha apni zat ko side pr rkh k dsry k bara ma sochti. agla ka hmasha axa chati lkn hamsha yahi cheez hwi us bnda ya bndi sa silaa kbhi nhi mila. ma bht depression ma rhti hr waqt . kindly btayin kia kro ma

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!