Question: sir yeh mujhey ihtelam boohath hoota is sey kiya looqsanath hai batye
Answer: Sonay say pehlay wuzu kr k surah e maarij(surah#70)ko aik baar perhain aur surah e noor(surah#24) ko likh ker takyee k neechay rakh lee jeay,ehtilaam nahi hoga.(Ref:book nawaey saleheen pg#322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Note: Mahinay main 1 ya 2 baar ehtilaam hona koe fikar k baat nahi laikin agar mahinay main ziyada ehtilaam ho tu isk ilaaj ki fikr ki jay, Q k kasrat se ehtilaam jismani kamzori ka sabab hay.
Question: asalam o alikum mera question ye hi k mera raat ko khawab me ethlam ho jata is c kis tara chukara mile ga me ce medicine be le hi magr muhje aram ni aia hi ap plz mere kuch madad kar de i m v thank ful to u
Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322)note : ehtilam hona aik fitri amal hai aur is ka hona bhi zaroori hai q k mani ki thali bhar jati hai to os ko khatam karnay k lie ye system hota hai. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: mera sawal ye hai k mjhe haffty me 2 ya 3 martaba ehtalam ho jata hai me bohat pereshan hun or jab ehtalam hota hai to andar ki taraf takaleef hoti hai plzzzz mjhe is ka hal batayen
Answer: Sonay sy pehlay ba-wuzu halat mai surah-e- ma,aarij(surah#70) ko aik martaba parhay aur surah-e-noor likh ker takyye k nechay rakhay tou ehtilaam sy mehfooz rahayga.(ref:book nawaey saleheen,pg#322). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)
Question: AOA sir meira sawal ye hai k mje taqreban har raat ihtalam ho jata hai is ke liye koi dua hai to bta dijiye aor ihtalam k baad gusal krne ka koi aor tariqa hai kya?
Answer: Wuzu ker k soen. sorah ma-aarij(surah#70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh ker takye k nechay rakhay tu ehtlaam say mehfooz rahaain gay.(ref:book nawaey saleheen,pg#322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Assalam O Alaikum mera Sawal ye hy k mera Rozana Rat ko ITLAM ho jata hy mein kia kron plz koi es ka hal btain
Answer: wssalam o alykum, Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhtalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN
Question: mera roz ehtelam hojata ab mjhe badan dard bh hone lga hai. tou mjhe iska ilaaj btaye mrfi age 19 hai
Answer: Raat ko sone se pehle is dua ki tilawat kijye ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ(Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae)
Question: mujhe bht dar lagta hai kahi mai fail na ho jau is liye mjhe koi esi dua batae jis se mera padne me dil lage
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326). Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:
Question: Assalmuaelikum mujhe mazi ka problem hai peshab k baad yaa kuch thoda sa bhi sochnse se pls reply karo aur taweez bhi batao
Answer: wssalam o alykum, her raat sote waqt sine per haath rakh ke 100 martaba al-baaiso pharye. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani # 21 , pg # 20 , ALLAH TAALA tofiqaat main farmaae).
Question: A.O.A Sir meri problem ya ha ka muja week ma ak bar akhtalam zaroor hota ha gus ke waja sa ma bht kamzoor ho gaya hon .Mare age 18 year ha .is ka kya illaj ha.
Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhtalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN
Question: assalam o alikum sir mera hr roz ya dosry din ehtalaam ho jata hai aur jb main peshaab kr k khara hota hn too peeshab k qatrey atey hn kuch dear main bohat pereshan hon plz mujhe is ka hal btain
Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN