Question: kaya raat ko kisi ka kahayal ane par niklne wali tari najis hai uske baad gusal wajib hai
Answer: Raat ko sotay huay mani ka kharij ho jana Ehtilaam kehlata hai aur is say Ghusl-e-Janabat wajib ho jata hai aur ehtilaam sai bachnay k liay sonay say pehlay ba wuzo halat mai Surah-e-Mea,rij ko aik martaba parhay aur Surah-e-Noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref: Ayatullah Sistani Tauzeehul Masail, Masla #344)(Ref: Naway-e-Saaleheen,pg #322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: plz ahtalam ka bta do according to quran ya kio vazifa ya amal
Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah-e-mea,rij ko aik martaba parhay aur surah-e-noor likh kar takiay k nichay rakhay to Ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref: Naway Saaleheen, pg #322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir mera masla yeh hai ka mai masturbation nahe karta magar har hafta 2 hafta baad raat ku discharge hojata hu agar koi ilag hai to plz share karein..
Answer: Sura e Al-Tariq (sura no 86) ki sone se pehle is ki tilawat karain. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: mera masla ye ha k muje week me 2 se 3 bar ehtalam hojat ha raat me muje kuch haal bataye plz
Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN’NEE A’OO’ZO BI KA MI’NAL EHTILAAMI WA MIN SOO’EIL AH’LA’MI WA MIN AN YA’TA’LAA’ABA BI’YASH’ SHAI’TAANO FIL YAQ’ZA’TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). ya 2)Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65) ya 3)Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Asalam o alaikum! Sir jab mai raat mai sota hun tu soty hoye khid baa khud mani nikal jati hai kya ye gunnah hai is ka koi ellaj bhi btayen plz !
Answer: 1. Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BI KA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL AH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib,Mafhoom e pg # 123-4). 2)Ehtilaam ka hona gunah nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1571). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Asalam o alaikum mera swal ye hai k mjhy soty hoye mani nikal jati hai koi elaaj bta dain aur kya is sy kapry napak hoty hai kya
Answer: 1. Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BI KA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL AH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib,Mafhoom e pg # 123-4). 2)Jee haan, mani se kaprhe najis ho jate hain, or namaz or is jesi ibadaat k liay ghusl e janabat karna zarori hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #356). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Sir mein eik joints ka patient hon aur muje raat ko khwaab mei semen release ho jata hai us se mera joints mai swelling ho gati hai Aur sir ya mera control main bhi nhi raat ko khwaab mein ratoobat nikal aati hai Plz plz plz sir answer me
Answer: Aap sonay say pehly ba-wuzu ho ker sorah maarij ko aik martaba tilawat kerain or sorah noor ko likh ker apnay takiye k neechay rakhain insha Allah shikayat door ho jaey gi. (Ref: Nawa e saliheen, pg#329). Update on dated 19-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Muje night fall hai use khatam karne ka ilaj btay
Answer: Jab aap raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se aman me rahe gay, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇۃ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BIKA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL IH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). Update on dated 04-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Nightfalls band karne ke ilaj
Answer: Jab aap raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se aman me rahe gay, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇۃ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BIKA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL IH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Ehtilam kab tak hota rehta hai matlab kis age mein rukta hai
Answer: Jab aap raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se aman me rahe gay, Dua ye he ïºï»Ÿï»Ÿï»¬ï»¢ ïºï»¨ï»° ïºï»‹ï»ïº¬ïº‘ﻚ ﻣﻦ ïºï»»ïº£ïº˜ï»¼ï»¢ ï»® ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ïºï»»ïº£ï»¼ï»¢ ï»® ﻣﻦ ïºï»¦ ï»´ïº˜ï»¼ï»‹ïº ïº’ï»° ïºï» ﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ïºï» ﻴﻘﻇۃ ï»® ïºï» ﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BIKA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL IH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). Note: Ehtilaam kisi bhi umar main khatam nahi hota, is main kami ho sakti hay. [Updated on 08-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]