Question: suna hai apka 1 fatwa aaya h k... kya hum tattoo banwa sakte hain....
Answer: It is permissible to have a tattoo if: 1. The tattoo allows the water of wudhu and ghusl to reach the skin while performing wudhu or ghusl. 2. Having a tattoo does not involve forbidden touch or look. 3. The tattoo does not encourage corruption or corrupted ideas or beliefs. 4. The tattoo does not have the names of Allah his almighty or Quran script. e. for woman, if that is considered as a beauty item then it must be concealed from non-mehram man ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: salamalaekum..... whick kind of tatto allowed for us (shia)???? should it be permanent or it should be temporary also ???? khudahafiz..... may khuda bless u....
Answer: It is permissible to have a tattoo if: 1. The tattoo allows the water of wudhu and ghusl to reach the skin while performing wudhu or ghusl. 2. Having a tattoo does not involve forbidden touch or look. 3. The tattoo does not encourage corruption or corrupted ideas or beliefs. 4. The tattoo does not have the names of Allah his almighty or Quran script. e. for woman, if that is considered as a beauty item then it must be concealed from non-mehram man ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Mere sawal ye hai k..meri girlfriend apni neck pa taton banana chahti hai kiye yeh jaiz hai islam ma
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: kya islam me tatto banana haram hai
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Islam mein tattoo body pr chhapvana jayz hai ya nhi
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) [Updated on 05-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mera sawal hai kia bivi apna bazoo per ya jism ka kisi bhi hisa per sohar ka naam kudwa sakhti hai
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b.) [Updated on 03-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Agar mehendi mai tattoo lagaye to namaz hogi kya?
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar ye ke: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) Agar mehandi se wuzu k aaza tak paani pouchne me koe rukawat na ho to wuzu sahi hai aur namaaz perh sakte hain lekin agar rukaawat ho to wuzu k lie rukawat ko door karna zarori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, before maslah # 289) [Updated on 17-Aug-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Are tattoos allowed In Islam
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1) wuzoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) [Updated on 01-Feb-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Kaisa tatto banwana chaiye jisme apke sare bate bhi h jay or tattoo bhi ban jay
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1) wuzoo ya ghusl k liye pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2) gunah mai parhnay ka khof na ho. 3) tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4) Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5) aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai. (Ref: email rec from Aayatollah Sistani(d.b), dated July 9, 2012) [Updated on 22-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Jisam per tattoo banwana sahi hai kya
Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1) wuzoo ya ghusl k liye pani pouchnay mai rukawat na ho (agar rukawat ho tu use wuzu ya ghusal ke lie use hatana pere ga ). 2) gunah mai parhnay ka khof na ho. 3) tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4) Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5) aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai. (Ref: email rec from Aayatollah Sistani(d.b), dated July 9, 2012). [Updated on 30-Aug-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]