Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 13283
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Taqleed: Ayatullah Sistani If you stand up after rukoo and then feel that your rukoo was not correct and so again bow down for rukoo (in order to correct it) so is it right or prayer is invalid?

Answer: Namaz baatil hai Q k rukoo aik rukn hai or rukn mai izaafa namaz ko baatil kar daita hai.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 1026). [Updated on 28-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13720
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Ourat Kai ruqo ka tareeqa?

Answer: Aurat ke liye bhi ruku ka wohi tariqa hai, lekin aurat ke liye mustahab hai k ruku men hathon ko ghutnon se upar rakhe aur ghutnon ko piche ki tarf na dhakele. (Ref: Tauzeeh ul masail Ayatullah Sistani(d.b) Masla #1030,1031) [Updated on 29-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!