Question: aslam o alalikum . main pochna chata hun ke main namz parhta hun per moghe problem hain ke jab main apne wife se bat karo on the phone ya waise ya larki ko dekhoo yah to moghe qatre ate hain main bar bar naha nahi sakta to ki main os halat main namaz par loo ya na agher nahi parv sakta to main kabhi nahi par paon ga agher oar sakta hun to kia karo plz main bohat paresha ho namaz ko le ke . thanks i am waiting your answer thanks
Answer:
Question: JAISA KE HAMRE ILM MAIN KE MUSHT ZANI HARAM HAI. IS KE BARE MAIN MERE 2 SAWAL HAI. 1) YEH KE MUSHT ZANI KERTE WAQAT MANI NA NIKALE MAGER JISM SE PASINA AJAYE TO KYA GUZUL WAJIN HOJATA JAI. 2) MUSHT ZANI KERTE WAQAT MANI NA NIKALE MAGER FEEL HO KE MANI NE HARKAT KI TO GUZUL WAJIB HAI. PLS JAWAB ZAROOR DIJAYE GA MERI ID PE AUR YEH SAWAL APNE QUESTIONS MAIN ZAROOR ADD KIJAYE THNKS
Answer:
Question: maine suna hai ki mazi ak dirham se zyada nikal jaane par insaan naapak ho jata hai,mera sawal hai ki wadi kitna nikal jaata hai to insaan naapak ho jaata hai,mere har peshab ke baad thoda sa wadi nikal jata hai,agar ye har peshab ke baad nikle aur baar baar pant par lage to kya wo pant naapak ho jaayega?
Answer:
Question: میرا سوال یہ ھے کہ اگر مجھے احتلام ہوتا ہے تو اس صورت میں کیا صرف پتلون تبدیل کرنا کافی ھے؟ Plaese reply me in my email mentioned above , Thanks in advance
Answer:
Question: ap mjy y bta skty hein ky ager mein kici sy piar krt hun but pta nhi Q mein nichy sy zara sa pani nikal ata hy or hmysha tb hi hota hy jb mein us ky sath hun lykin ajeeb y ky wo sochty bi nhi tb bi pani ky katry nikal jaty hein puchna y hy ky kia ager mein un 2 ya 3 katry hoty hein un ko pani sy lga ky saf kr lon to kia myri nemaz ho jay gi ya gusal wajiz hy????plz btaye islamic point off view sy ............................plzzz
Answer:
Question: aslmkm... main jab lunch karke ofc me thodi der rest karta hoon phir jab neend se utha to appne kapdo per kuch 2 ya 3 white colored dhabbo ko dekha.. ab main ofc me hoon ghar jake ghusl nahi kar sakta.. badi meherbani hogi mujhe iska jawab jald hi milega to.. kyuki meri asr aur maghrib ki namaz choot rahi hai
Answer:
Question: AssalamoElaikum din k waqt kaam kaaj k oqat men ager mani ka mamoli sa qatra nikal jay to kya ghusel e janabet ker ferz hy? meny aik Aalim sy pocha ye masala to unhony bataya k is terha jo mani kharij hoti hy usy hum mani nahi nahin kehty mani wo hy jo uchel k nikly or ager nimaz ka waqt nikla ja raha hy to ap ghusel e janabet k baghair namaz pereh sakty hain. me apna shak door kerna chahta houn. Wassalam Ali Raza
Answer:
Question: If someone has doubt that after doing the ghusal (shower / bath) he has done the neeat of Ghusal e Janabat or NOT. Then what he should do.Whereas, he remember that everday he has in his mind that while taking shower he does the ghusal, either Wajib or Not. What is the status of his Ghusal for that day, when the Ghusal was Wajaib and he is doubtful about his Neeat.
Answer:
Question: Mulana saab mera sawal ya ha k agar rat ko ekhtalam howa ha aur jald hi pata chal gaya ha aur neshaan b toray say hain.aur sardi b bohat ha gusal ni kar saktay tu kai llegs ko dhoo lana kafi ho ga aur ma nay kai bar aysi hi namaz per li kai ma nay sai kiya help me plzzz
Answer:
Question: Aslamu alikum sir mera q yeh hai k agr zehan me galt tasawrat sy nechy sy 1 ya 2 drops nikal jay mani k to kia gusal wajib hai? or agr nai wajib to islam me kitni reyat hai ? mean kitny drops aye ya koi drops ka size bataya ho mean chany k dany k jitna ETC..........?
Answer: