Question: Plz plz plz reply 1)agr koe na mehrum ksi ke maa,behn ko chery uske sza? 2)agr na mehrum mard or orut na jaiz taluq rakhein zna k ilawa,unke sza? 3)dushman Ali ke madad ya whabi ke madad krna jaiz ha? 4)ksi asy muslman ke madad jaiz ha jis k bary ma yaqeen ho ye iska ghalt istmal kry ga?
Answer:
Question: asalam alaikum hazrat mujhe apse ye janna hai ke kya mai kisi ar ke naked pic dikha kar meri kaho tu utna hi guha hai kya jitna meri dene se hai, ya meri dene ke bara bar hai. pleas mujhe jaldi baatai ye hazrat mai buhat pareshan ho mai apne magetar se buhat pyar karti ho computer me aise pic hote hai jo bina face ke kisi ar ke pic de satki ho kya plz mujhe baatai ye hazrat
Answer:
Question: assalam alaikum! kisine ramzan k mahine mey quraan utha ke kassam khai thi or khilaithi ke hum dono kabhi alag nahi honge or shaadi ka wada bhi kiatha,par achanak se badal gaya or kisi orse shaadi bhi karli or muje tarapta hua chhordia to uski kya saza hogi?ya usko ye sab karne ke baad bhi maffi miljaegi?
Answer:
Question: muje ek ladka pasand hai or unhe b my pasand hu...hum msgs k zariye baat krte hai,or mashallah hum dono namazi hai,or hum hamesha achi neeyatse baat krte.....kya ye jayez hai ya galath hai... or humlog nahi milte kyunki hum dono alag alag shehro me rehte hai...plz answer my question
Answer:
Question: Aslam alaikum. Meri age 22 hai. Meri shadi 2-3sal me hone wali hai. My bht kamzor ho gaya hun, kuch kam kren to mere jodo me dard hota hai, aur kamar me bahut dard hota hai, mere chehre pe bahut saare Dag, keel aur pimpls hain, mujhe koi ilaj bataye jis ke badault alah ki ata se my aaram ho jaon. Muje iska jawab zroor den. Alah hafiz
Answer:
Question: Asslam waleikum, ham ek dusre se bahut pyar karte hai, dono ek hi cast hai musalman hai, 10yrs ho gaye relation ko, hamare bich physical puri tarha se ho gaya hai, lekin unki family unki shadi kahi aur karawa rahi hai aur ye taiyar bhi hai, mene kaha ke mujhse chupke se to nikah karlo kisiiko nahi batayeinge aur fir tum kisi aur se shadi karlena par ye bolte hai ke pehle wo family ki pasand se nikah karenge uske baad mujhse karenge, mene kya karna chahiye jaha tak mujhe pata hai nikah karna sunnat hai, agar dil se mohabbat karte ho to kya nikah karna zaroori hai? aise me mene kya karna chahiye?
Answer:
Question: Assalam o Alaikum. sir mulana sahab main 1 larki se bahoot piyar krta hon or wo my se na piyaar krti he or na hi baat krti he pehly ham dono ki bahot ghehri freindship thi par wo mujy kehti he k mujy gold ki wo chez banwa falan chez banwa do mene os ko 2 ring or 1 locket bhi banwa dia he par har baar wo kehti fana chez banawa do lakin my paas itni amount ni he k har roz os ko gold ki chezen banwa k dyta rhon ab baat ye krnaa chata hon k ap ki mehrbani ho gi k mujy koi esaa wazifa btain mein os ko paron to larki my se piyaar krny lgy na k chezon se plzzzzzzzzzzz esa wazifa btain k jald az jald os kj dil me my mohabbat or ezzat pida ho jay or wo mere bageer na reh sky plzzzzzzzzzzzz mein ro ro kr kehta hon zoroor koi kamil wazifa btain plzzzzzzzzz
Answer:
Question: AoA..hope u r fine . i love some one n he is also but we never to meet eachother we just tk on net n c to eachother only on net but ma chati hu ka mri us sa shadi ho hum 3 years sa bat kr raha ha n jasa wo respect krta ha no one do . plz help me em realy thankful to u
Answer:
Question: me ake larke se 3 sal se pyar krti hun ham nikha krna chahte han par wo pareshan h k nikha k baad kia hoga mje lagta h k me bina nikha k us se baat kr k ghuna kr ri hun es liye me jald se jald nikha krna chahti hun. q k mama papa ki marzi se hamari shadi 4 sal tak mumkin ni h kia esa ho sakta h k ham abi nikha kr len lekin jab mama papa man jaen to un k samne ake dafa phr nikha ho jae. me us k beger ni reh sakti plz meri madad karen.
Answer:
Question: aaapne jyada tar logo ko surah taha ka wazifa batay or usme kaha he k agr jinse mukhali dosti ki had tak.bad.jaye wo gunah he.to uska mtlb kya he or koi.kese sure taha ko likhe or jisse pyar krta he uske.pasa.niyyat.e apne.pas rakh.k.to asar.hoga islam.iski.ijazat.deti.he
Answer: