Question: Mere period miss hu kr 3 weeks hu gaye but test positive nahe a raha plz tell?
Answer: Aap is silsile me doctor se maloom karen. [Updated on 08-Jun-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Maa baap ka mukam Qureshi Majid ne kis tarah bayan Kiya Hai
Answer: (Note: agar aap ko apne mausoof ke mutabiq jawab maloom karna hai to un ki website kisi aur zariye wagera ko visit karen. Albatta is website par Ayatullah Sistani(d.b), ke fatawa ke mutabiq jawab diye jatay hain). [Updated on 07-Jun-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Sir me bismillah ke bare me sikhna Chahta hoon
Answer: kya seekhna chahte hain sawal ki wazahat karen ? [Updated on 09-Jun-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asllam o Alykum Sir jab men mubashirat karta hu to anzal k waqt wife ko jalan hoti hy myry sparms sy rahnumai famaen please
Answer: Aap is silsile me doctor se maloom karen. [Updated on 10-Jun-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asllam o Alykum Sir jab men mubashirat karta hu to anzal k waqt wife ko jalan hoti hy myry sparms sy rahnumai famaen please
Answer: Aap is silsile me doctor se maloom karen. [Updated on 10-Jun-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: A.alaikum, Please let me know the basics of setting up a business such as how much profit margin is permissible (give an example) and other important factors while setting up a new business.
Answer: Is sisilay me tauzeeh ul masail, maslah #2012 se 2104, pg #305 se 322 tak ka mutalia kiya jaye. ya darj zel contact numbers pe 2:00 pm se 9:00 pm tak rabta kar sakte hain. Tel: (0092-21) 32226948 Tel: (0092-21) 32237207 [Updated on 26-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mere 3 months se pregnant thee aur mera fetus growth nhi kar rha tha kya wo bachay k barabar mana jata hai
Answer: Is silsilay me aap doctor se ruju karen. [Updated on 08-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Delivery ke baad 40din tak ghar change nahi kar sakte kia
Answer: Aisa kuch nahin hai, aap ghar change kar sakte hain. [Updated on 14-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: کیا اسلام میں گلے کا خط کروانا جائز ہے؟
Answer: Jee han, Jaiz hai. (Ref: Tauzeeh ul masail Jaame (farsi), Ayatullah Sistani(d.b), part #2, maslah #431). [Updated on 12-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aoa Kuch din pehlay main ny ap say Kuch sawalon ka jawab manga tha Lekin mujhay abhi tk unka jawab nhi Mila sawalon ka number Hy 122544 and 122542 Kafi din ho gaye hain kia apka koi WhatsApp number Hy
Answer: Agar aap ko jawabat mausool nahin hue to dobara sawalat irsaal farmayen. [Updated on 14-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]