Question: a.o.a bhai mera masla ye hai k mera naswani husan bilkul b nai hai.age meri 19 hai.plz naswani husan barhanay k liyay wazifa bta dain.plz
Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Akhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushbudar karti he. Rizq ki ziyadti aur qarz ki adaigi ka baes banti he ghum ko door karti aur aankon ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (Ref : Kitab payam e shifa pg # 147) Kitab makarim ul ahklaq mai cheray(face) par chaieo ki jigha ungli phairtay huay surah shura surah no 26 ki ayat no 72 aur 73 ko 3 martaba parhay to chand dinoo mai chehra nikhar kar saaf o shaffaf ho jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 328) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Mujhe khubsurat dekhna hai aur mere mu pe daane hai kuch aise dawa batao ya duwa batao jisse asar ho khuda ke waste mere madat karo
Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s se marvi Riwayat ke mutabiq pabandi se Namaaz e Shab pharye. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147). Or dano per moli ke patto ka ras lagaain(Ref : Ilaaj ke asaan gharolo nuske , Pg # 13 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: aoa mera sawal ya hai ka mera rang kala hai jo ka bachpan main nai tha per ab ho gya hai is ka baray main hr waqat sochta rhta hun .... dost muje kala b bota hain muje sa ya bardast nai hta ... plz muje koi haal batean plzz ap ko dua dun ga plz
Answer: 1. Agar chahra be-ronaq ho jay ya chahray ka rang siahi mayal ho jay to har namaz k bad 111 martaba (Allaha’hul mu’sou’wi’rul maalik) parh kar hathoon per dam kar k chahray per pharaien to inshallaha bad surati zail ho gi. Awal o aakhir 14 bar darood sharif parhain. (ref : kitab naway salaheen pg # 328) 2. Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Assalamualaikum.. Rang gora aur khubsura banne ke liye koie wazeefa btadein.. Koie aisa wazeefa btayein ke jo bhi hame dekhein woh hame pasand karen.. Badi meherbani hogi ap ki
Answer: Kitab makarim ul ahklaq mai cheray(face) par chaieo ki jigha ungli phairtay huay surah shura surah no 26 ki ayat no 72 aur 73 ko 3 martaba parhay to chand dinoo mai chehra nikhar kar saaf o shaffaf ho jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 328) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: plz muje btaen aap ne khubsurti k liye wazifa btaya he plz arbi main wo wazifa send kren plz
Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes banti hai ghm ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: maira rang saanwla hay, plz rang gora kerne ka koe wazifa batain????
Answer: Agar koe sorah e aal e imran(sorah#3) ki ayat#107 ko awwal o aakhir salawaat k saath 11 baar paani per perh ker os paani se wuzu ya ghusl(wajib ya mustahab ghusl) karay tu oska rang goora hojaay ga.(Ref: Naaway saliheen, pg#328). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: khubsurat hone ki koi dua bataye
Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: plz koi dua bataein meri ankhon(eyes)k pas dark patches hain jatay he nae hain aur rang bhi saaf nahi horaha hai bht pereshan hogae hun chehra saaf chaheyeh bht dua kerti hoon saaf hojaye yeh daag plz bataein..
Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: MAIN EID K DIN TAK APNE CHEHRAY KO KHOOB SURAT AUR PURKASHISH KARNA CHAHTA HOON.PPPPPLLLLLLLLLLZZZZZZZ KOI WAZIFA YAH DUA BATAIN
Answer: Kitab makarim ul ahklaq mai cheray(face) par chaieo ki jigha ungli phairtay huay surah shura surah no 26 ki ayat no 72 aur 73 ko 3 martaba parhay to chand dinoo mai chehra nikhar kar saaf o shaffaf ho jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 328) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: sir mera jism ka aur moo ka rang bohat kala hai plese koi surah bataien kay mera rang full gora ho jai aur woh bachpan say hi kjala tha
Answer: Agr koi quran majeed ki surah Aal-e-Imran ki ayat # 107 ki shuru or akhir salawat k sath 11 bar paani per parh ker wuzu ya ghusl kare to rang gora hojaaye ga.(Ref : Naway_e_salaheen,pg#328). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)