Question: Assalam o alaikum sir meri age 18 years hai mere baal 15 years ki age se boht girtay hein agay se ganjapan hona shru hogaya hai Ap plz mjhe koi ailaaj btaien plz jis se mera ganjapan door hojaey Plz w salam
Answer: Girtay baaloo ko khtm krnay k leay hr namaz k baad awal-o akhir mai durood k sath 313 martaba hatho par ALLAH-ul-BAARI-ul-KABEERO parhain aur baad mai hath baaloo mai phair lain tou baal girna band ho jaenge.(Ref : book#Nawaey saleheen,pg#327). (Khuda apki tofeeqat men izafa frmaye)
Question: Assalam o alaikum Sir meri age 18 years hai mere baal 15 years ki age se boht jharty girtay hein agy se ganjapan b shru ho gaya hai sir ap mjhe koi aisa ailaaj btaien jis se mera ganjapan door hojaey please mehrbani w salam
Answer: Wssalam o alykum, har namaz ke bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). sabz dhanye ka pani bageer boil kar ke sar per lagaain. (Ref : apna dawa khana , pg # 30 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Sir meri age 18 years hai mere baal 15 years ki age se boaht girtay hein ab agay se ganjapan bhi hona shru hogaya hai ap palz koi aisa ailaaj btaien jis se mer baal na girain and ganjapan khatam ho jaey plz mehrbani hogi mei boht pareshan hon plzzz
Answer: Har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). sabz dhanye ka pani bageer boil kar ke sar per lagaane. (Ref : apna dawa khana , pg # 30 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: sir mere baal bachpan se gir rahe hein. kabhi nahi hairfall band hua hala ke mene tamaam multiple vitamin tablets khayi hein and doctors ke medicine bhi apply kiya. indono ki app mujhe dua dein. Allah aap ko khush rakhe. Ameen :)
Answer: Girtay baaloo ko khatam kernay k liay her namaz k baad awal-o aakhir mai durood k sath 313 martaba hatho par “ALLAAHUL-BAARIUL-KABEERO” parhain aur baad mai hath baaloo mai phair lain tu baal girna band ho jaenge.(Ref:book nawaey saleheen pg#328). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Salam sir.. Mgy yh pouchna ha k mery sir k bal bht girty hn.. Itna girty hn k mera sir nazar any lg gya ha.mn bht pareshan. Mgy koi acha sa wazefa bta dy plx.
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ
Question: mera sir ka bal ghir ra han bich ma sa mirbani kar ka khoi hal patana, thank you
Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba hathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me hath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asslam-o-alikum mere sir ka bal bahot girta hai is ka koi ilaj hai to pls send my id
Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: mere saar main baal jhar ho gaya hai kisi kisi jaga pe ganj par raha hai meri age 22 ha plz kch btae ke kiya karo main
Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Assalamualaikum janab mohtram mera sawal ye hai ke mere sir se baal giraha hai to koi amliyat batai ki baal rukne ka bhi or nikal ne ka bhi aap ka shukr guzar Mahmood
Answer: 1)Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) 1)ہینگ ko kali mirch aur sirkay k sath pees kar laganay sai baalon ka jarna dor ho jae ga. (Ref : Apna dawakhana pg # 46)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Asalam-o-Alaikum! Darhi aur moochon k baal jald barhanay k lye wazifa
Answer: Agar darhi k baal bohat girtay hon to har namaz k baad 313 martaba hatho par awal o aakhir salwat k sath “ اللہ باری الکبیر ” parh kar balo mai hath phair lain to baal lambay aur girnay band ho jain gay. (Ref : Naway e salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)