Question: A.o.A sir mery bal bht girty hn bohat zada... aur bohay halky ho gye hn.. sir ki jild b nzr ane lg gai ha... braye mhrbani koi wazifa btayn jis se mery bal girna bnd ho jyn aur naye ugne b lg jye .. taky bhari aur lmby ho jyn
Answer: Wssalam o alykum, har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif ke sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Or is wazife ke sath sath Homoeopathic store se mektum T-27 le kar is main di gaae malomaat ke mutabiq amal karain.(Ref : Mektum Homoeo Pharam , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: sir mery bal bht girty hn brhty nai hn bht ptly hn ma kia krn hr trha ki medicine khai hy tail lgaya hy mgr koi frk nai pr rha
Answer: Har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Or is wazife ke sath sath sabz dhanye ka pani bageer boil kar ke sar per lagaian. (Ref : apna dawa khana , pg # 30 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmane wala hai).
Question: salam janb pechly takribn 2 saal sy mary sary jism sy bal girty hain jaha sy baal gir jaty hain waha pr bilkol aik gooldira ban jata hai or ahist ahist wo dira pahlta jata hai please is ka hal bta dy shukrya.
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
Question: mere baal bht patly hen or ganj pan ki waja se bht pareshan hu plz kuch batayn
Answer: Agar kisi k sar k baal bohat ziada girtay hon to har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath “ ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ ” parh kar hath baloo par phair lain to baal girnay band ho jain gay. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Lambe bal k dua
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz ke baad 11 martaba pani par dam kar ke pi lain, i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
Question: Sir m white baal bhout h 22 ki umar h imamshab jldi hi koi ilaj btaoo
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay band ho jain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Sir m white baal bhout h 22 ki umar h imamshab jldi hi koi ilaj btaoo
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: A O A sir mare mare ball bht girty hai aur dandrof b hai plz ap muje ball lambay krny aur mazboot krny ka wzefa baty
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jaay gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). Update on dated 25-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: sir maray bal white or black ha or bohot motay or chubtay be ha kaya koi dua ha jis say maray bal patlay ganay or kalay ho jahay
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jain gay . i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: A.o.a sir meray bal bht kamzor,bareek ,or bht utrty hn.. or lambay or ghany krny hn ...bal urtny ki wja se ganja hota ja raha hu plz kuch solution btaen
Answer: 1-Baalo ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jaay gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). 2- Har qism ki beemari: Sorah e yaseen ki ayat # 58 ko 319 baar perha jay tu insha Allah shifa hasil hogi. (Ref: Naeemul amaal, Mafhoom e pg#313). Update on dated 25-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).