Question: Assalamualekum warehmatullahi wabarakatuhu.. Mera jism sardi ka hi.. Mujhe sinus hi aur breathing problem b hi.. Mujhe kabi rath me gusul wajub hojane par gusul me sir bhigane me taklif hoti hi. Kyu ki baal mere ghane hi jalde ni sukhte hi aur rath ke waqt nahane se taklif hote hi.. Is haal me kya my sirf badan dholesaktihu aur pani sir ke baal pe pherlu tho kya gusul mukammal hojata hi ya ni.. Please bataye.. JajakAllahu khair
Answer:
Question: kya hawa kharij hone sa dobara ghusal karna lazmi hai ya wazu kaim rehta hai ? mai nai ik jagha parha tha k hawa kharij hone sa wazu dbra karna hta h but istanja nahi karne ki zarort hoti istanja sirf peshab ki hajat ho ya koi mada nikle tab hoti hai kya gas kharij hone ki surat m b istanja karna parega?
Answer:
Question: Kia zaroori hai gusl janabat beth kar karna chaiye aurato ko? Hamal ke doran mai beth nai paati wazan ki waja se to kia mera khare hokar gusl ho jaega? Suna hai jab tak beth ke nai kiya jata tab tak nai hota par abi majboori hai beth nai sakti to kia mera gusl nai ho raha?
Answer:
Question: Salam o Alikum Mera ap say ye sawal tha k baz aukat mard apni biwi k sath mohabbat ki batain kerha hota hai or us per shehwat bhe tari hoty hai lakin uska humbistari kerny ka koi irada nahi ho to asi soorat main jo qatry mard k ala e tanasul say nikalty hain us k lia ghusul e janabat kerna chaiye or kapron ko dho k pak kerna chaye ya serf jis jagha qatry giry hon us hissay ko dho k pak kerlena chaiye. Please tafseel say jawab dain.
Answer:
Question: Assalam o alaikum Q1.hambistri aur ehtalam Waly ghusal me aur usky tareeqa me Kia farq hai? Q2.ghusal me Poory jism pe 1 baar Lani bahana chahiey ya 3 baar? Please details se bataen Q3.hambistri K baad ghusal me koi takheer ki gunjaesh hai ya Nai? Yani Raat ko hambistri ki ho to subha ghusal kea ja skta hai? Hum deobandi girls se taaluq rakhty hain.
Answer:
Question: Salam o Alikum Mainy apsay pehlay bhe sawal poocha tha lakin apka koi jawab nahi aya. Plz reply ker dain Mera ap say ye sawal tha k baz aukat mard apni biwi k sath mohabbat ki batain kerha hota hai or us per shehwat bhe tari hoty hai lakin uska humbistari kerny ka koi irada nahi ho to asi soorat main jo qatry mard k ala e tanasul say nikalty hain us k lia ghusul e janabat kerna chaiye or kapron ko dho k pak kerna chaye ya serf jis jagha qatry giry hon us hissay ko dho k pak kerlena chaiye. Please tafseel say jawab dain.
Answer:
Question: Assalamu alaikum mera question ye he ki kabhi kabhi mera spurm drop barabr bund barabar bahr aa jata he or vo underwear me lag jata he kya use wash kerke namaj ada kre ya underwear change kerke namaj ada kare ya gusal kerna farz ho gya gusal kerke namaj ada kren ya usko saf kerke or jaha na paki lagi ho use saf kerke namaj ada ker skte he plz help me isse meri kayi namaj kaza ho rhi he
Answer:
Question: Asslam o Alaikum kya peshab ya pakhane k baad mani jesa maada nikle lekin na shehwat ho na uchal kar nikle na us mein badbo ho aur peshab k sath hi aksar mila hua ho to uske nikalne k baad sharamgah ko saaf kar k mard ko Namaz k liey wazoo karna chahiey ya ghusal? JAZAKALLAH
Answer:
Question: Asalamalikum kia srf sex kay baray may soch kar kuch drops aajatay hai jis may lust hota hai wo najis hai aur pata nai chal pata wo mani hai ya nai aur is par gusal e janabat wajib ho jata hai aur agar wo drop pak hai aur wo kapro par lag gay to kia hukum hai? gusal e janabat shawar say kar sakhtay hai ya balti say?
Answer:
Question: Assalamualaikum sir Mera ques he agar Meri aankh khuly mjy pata bhe na ho KE mjy ehtlaam hwa h or jb sokar uth Kar namaz bhe parhlon namz prhny KE bd mjy kapry p hath pherny sy kapra karak lagy Jo ke ehtlam hony ki waja sy hota he is sorat me mjy namaz dohrana hgi? Or gusul farz hoga? Sunni Firqy ki roshni me arz kryega JazakAllah
Answer: