Question: Asalam-o-alaykum.. Sir, mera ye Question tha k agar mai najis/na pak/janabat ki halat mai hota hun, aur mai time ki kami ki wajeh se main sirf 3 baar kulli, 3 baar nostrills mai pani aur 3 baar jism me achi tarah paani dal leta hun... kiya mera ghusl hogaya?? kiya mai namaz parh sakta hun??
Answer:
Question: SAWAL YEH HA K TALAM HONY K BAD GUSAL KR K JAB HUM BAHER ATY HAI AOR KHATY PITY HAI PHR HUM KO LAGTA HA K KAN TO KHUSHAK REH GY JB HUM PHR GUSAL K LIAY JAIN GY PHR TO NIJASAT WALI JAGA NAI DHOIN GY NA BS WAZU KR K GUSAL KR LAIN GY NA KUW K NIJASAT TO LAGI NAI PHR????????????
Answer:
Question: Salam, Agar ghusal karney ke kafi der baad badan par aik cheez nazar aaye, aur itmenan ho ke ghusal ke waqt bhi ye rukawat mojud thi magar us waqt malum nahi tha. Agha is baarey me kya farmate haen? aur agar shak ho ke aya ye rukawat us waqt mojud thi ya nahi us ke baare me bhi Agha ka fatwa kya hae?
Answer:
Question: asslam o alaikum mera question sir ap se yeh hai k auraT ka janabat k ghusl k liye sar ki chthiyah kholanna b jaiz hai kaya sar par pani porra bahey bagar wazou ho sakta hai ya pir 2\3 qatery baha leyna kaffi hai aur kaya humbisstri k bagair foraan nahanna chahiye JIZZAKA ALLAH KHAIR
Answer:
Question: Mera Sawal ye hai ke me Previous 5 Year se galat kaam kar ke mani kharij krta tha or gusal nai karta tha or shuru ke 2 years to muje ye maloom nai tha ke ye mani kia hoti ha lekin muje 2 year baad round table me maloom hua ke ye mani hoti ha but phr bhi me ise mani nai smjta tha or ise wadi ya wazi rutubat smjta tha or na hi mene ksi se maloom kia but dill me muje lag rha tha ke ye mani ha but me ise nai manta tha phr muje maloom hua ke ye mani ha phr mene gusal kia ap ye btade ke ye 5 years mere rozay or kaffaray ka kia hukum ha or namaz ki qaza ada karne parhe gi or agar ye sub karna ha to ktne year ka karna hoga bcoz muje shuru ke 2 years me to maloom nai tha ke ye mani ha
Answer:
Question: ASLAM O ALAIKUM mera sawaal ye hai ke ager mubasharat ke baad na nahaya jay aur sirf wazu kiya jaye to iska koi kafara hai ya nahee ager hai to aik dafa ka kitna hai.Aur namaz main dil lgane ke liye kya karoon pori namaz ada karni chahiye par main sirf farz namaz parhti hun wo bhi 1 ya 2 baki soi hui hoti hun kuch btayen.mera dil bht ghabrata hai par njane kya cheez rokti hai .
Answer:
Question: assalam o alaikum janab meri problem ye hai k meri ek friend hai or kuch tym mai hmari engagemnt b hone wali hai mai jb b us sy baten krta hon to mere wahan (geela pan) ajata hai jb k mai koi ghlt bat nhi krta plz iska koi haal baten or zara saf saf bataeye ga
Answer:
Question: Sir Gusal ka Sahe taria kia hay,jesa ke pora badan dho k pher haton ko3bar pher koniyon se bazo3bar koli nak pher3bar sar par pani,pherrighr sidepherlife side.aur sir kahein admi sajdega nai rakh ke namaz parsakta to kia namaz hogi,Ahle sunnat ki masjid m?
Answer:
Question: ASSALAM O ALAIKUM Mein ye puchna chahta hon k agar hum wajib ghusal nahi kar rahe aise hi roz marha ki tarhan naha rahey hain aur namaz ka waqt qareeb ho to kia hum namaz k liye niyat kar k ghusal kar sakte hain. Matlab ye k us ghusal k bad wuzu karna hoga ya hum usi niyat kiye howe ghusal k sath namaz padh sakte hain. Shukriya WASALAM
Answer:
Question: Salam, agar kisi shaks par kisi haram kam ki wajha say Ghusl e Janabat Wajib ho, jaisay Zana(adultery) ki wajha say, to kiya uskay liye Ghusl karnay kay bad Namaz say pehlay wuzu bhi karna bhi zaruri hoga?? Yani kiya Mujnib ba Haram kay liye Ghusl e Janabat kay bad Namaz say pehlay Wuzu karna bhi lazim hay??? Please Jawab Ayatullah Sistani kay Fatwa kay refrence kay sath dein, Jazak Allah
Answer: