Question: aoa mera sawal ya ha ka mera shohar jb bhi ma humbistri ka khti to inkar kar detaa jasa uska dil nahi plzz is bary ma btya mjha kia krna chiyaa
Answer: Aap apne shohar ko is sharhe masle ki traf tawajju delaae ya kise or se kehe ke une ye masla samjaae : shohar apni jawaan biwi se 4 mahene se ziyada muddat ke lie humbistri ( jima ) trak nahe karsakta hay . Is ke liye aap in do wazaaif ko anjaam dain. 1: Mian biwi ki aik dusray se mohabbat o ulfat ke liye har namaz ke bad surah e mumtahina ki ayat #7 ko 7 martaba parha karain. Is se dono me be-misal mohabbat qaim ho jaye gi. 2: Kisi bhi jaiz muhabbat ke liye 213 martaba “yaa lateefo yaa wadoodo” (یَا لَطِیْفُ یَا وَدُوْدُ) parhen. (Ref: kitab Naway Saleheen, pg #404. + Naeem ul amaal, pg #311). [Updated on 02-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mery husband meri phudi mai apny hont dal k zuban sy andr lick kerty hain is sy mjhy maza to ata hai magr mera pani seedha unky mu mai chala jata hai phr wo quli ker lety hain kya ye jaiz hai Or agr halaq sy nichy utar jaye to kya kerna chaeye
Answer: NULL
Question: Hambistari k doran agar haiz ka khoon ajay to isky baray m kia ahkam hai?
Answer: NULL
Question: Mera sawal hai ke, mujhe shahoot bahut jyada aati hai, meri biwi ki pistan(Breast) choti hai jisse meri shahoot Puri nahi hoti, mai kya karu? Kya shoher pistan ko bara ker sakta hai? Kya koi foreplay ka tarika hai use bara kerne ke liye?
Answer: NULL
Question: Mera sawal hai ke pure 1 saal ke kin kin dino or raaton me biwi se mubashrat kerna afzal hai and jyada sawab hai? Pura batayen.
Answer: NULL
Question: Mera sawal hai ke shoher ke liye mustahab hai ke wazu kare and Bismillah padhe mubashrat ke liye, Kya biwi ko wazu karna and Bismillah padhna zaruri hai ya nahi?
Answer: NULL
Question: bivi ki indaame nahani me nafs ke ilava nafs jaisi koi doosri cheez dalna jayaz hai ya haram
Answer: Khud shohar aur biwi apne badan ke kisi bhi hisse ko dusre ke badan ke kisi bhi hisse se chhoo (touch) sakte hain, (maslan shohar ka biwi ki sharamghah main apni ungli daal kar mani nikalana, isi tarah biwi ka apne haath se shohar ke uzw tanasul (penis) lay kar hand practice/masturbation) kar ke mani nikalna, jaiz hai). lekin jism ke hisse ke alawa koi aur cheez (maslan sex toys, vibrator wagera) sharamghah main ehtiyaat ki bina par kisi bhi surat men dakhil nahin kar sakte. (Ref: Jadeed fiqhi masail, Ayatullah Sistani(d.b), maslah #406, pg #236). [Updated on 17-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Bivi ki indaame nahani me azutansul ke ilava koi doosri cheez dalne se kya bivi par gusl jinabat vajib ho jayega
Answer: 1: Khud shohar aur biwi apne badan ke kisi hisse ke alawa koi aur cheez (maslan sex toys, vibrator wagera) sharamghah main ehtiyaat ki bina par kisi bhi surat men dakhil nahin kar sakte. 2: Uzway-e-tansul ke alawa koi doosri cheez dakhil karne se ghusl wajib nahin hota, Han agar daakhil karne se biwi ki sharamghah se mani kharij ho jaye to ghusl wajib ho jaye ga. (Ref: Jadeed fiqhi masail, Ayatullah Sistani(d.b), maslah #406, pg #236. + Tauzeeh ul masail, edition #42, maslah #344). [Updated on 17-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalam-O-Alaikum. Mera sawal hai k agr Biwi Apny maa baap k ghr Gai ho rehny k Liye to Kya wo Apny Shohar ki ijazat k Bina Ghar se Bahar ja skti hai??
Answer:
Question: Agar koi ladki 10 saal sy alag reh Rahi hai toh kya woh talaaq suda hai.sohar sy koi connection 10saal sy nahi hai.
Answer: