Question: Salam mera nam mohsin hay or may sunni hoon mera salam hay k biwi ko sex karnay kay kia tariqa hay agar koi biwi ko pichay say sex kar ta hay biwi ki raza mandi say to kia islam is cheez ki ijazat deta hay
Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna bivi k raazi nah honay ki sorat main ehtiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar bivi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). .Update on dated 29-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam mera nam mohsin hay or may sunni hon mera sawal yeh hay k biwi ko us ki marzi say pichay ki taraf say sex kia ja sakta hay is baray may islam ka kia hukum hy
Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna bivi k raazi nah honay ki sorat main ethiat e wajibki bina per haram hay,Jab keh agar bivi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay chahay aurat halat e haiz main ho ya nah ho.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam..kya husband apni wife ke sath us ki pichli sharamgah(ass) se intercourse kar sakta hai...?
Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna bivi k raazi nah honay ki sorat main ethiat e wajibki bina per haram hay,Jab keh agar bivi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay chahay aurat halat e haiz main ho ya nah ho.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). .Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Meri BV mujhe bohot pareshan karti he. 5 months se mother ke ruki hui he. unki puri family bohot janooni or ghusse ki tez he. zindagi bohot dushwar hogai he. 2 chote bache bhi hen. kia karoo, need advice and help? BV ka name Farah, D/O: Qamar Jahan.
Answer: jis aurat ka daimi nikah ho jay os k lie haram he k shohar ki ijazat k baghair ghar se bahar niklay chahay os ka nikalna shohar k haq k manafi na bhi ho. Magar ye k ehem zarorat pesh aye ya ghar me rehna os k lie nuqsan ka baais banay ya ghar is k liay munasib na ho. (tauzeehul masail,Agha Seestani,maslah # 2376). Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se donoo me bai-misal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404).Update on dated 04-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: agre koi larka shadi na kara to islam ma is k lya kya huqum ha
Answer: 1)Shadi un mustahibaat me se he jin ki islam me bohat ziada takeed ki gye he. Rasool ne farmaya “jo sakhs shadi kar leta he wo apna adha deen bacha leta he” or aap(s.a.w.w) ka ye bhi fermaan hay k “jo shaks mairi sunnat ki pairvi kerna chahta hay(osay maloom hona chahiay) mairi sunnat sunnat main se aik shadi hay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 385 pg # 231) 2)Jo shakhs shadi na karnay ki wajha se haram me mubtila hota ho os per wajib he k shadi karay. 3)Dosray afraad k liay os shaks ko jo shadi nah ker raha ho amar bil maroof or nahi anil munkar kerna mustahab hay.Q keh amar bil maroof kerna mustahab hay is osrat main jab keh maroof ki anjaamdahi mustahab ho.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masayl, Maslah# 2407,2008) .Update on dated 04-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kya biwi apne showhar ka aazae tanasul muh me le sakti hai
Answer: Jee haan, mian bivi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye kay sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.( Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15. ).Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kiya bivi ko peechay se kiya ja sakta hai? jo agar bivi bi razi hoo to? Makrooh hai, Haram, ya mana hai, ya kiya ja skta hai? Islam ki ro se jawab diya jayee.
Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna bivi k raazi nah honay ki sorat main ethiat e wajibki bina per haram hay,Jab keh agar bivi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay chahay aurat halat e haiz main ho ya nah ho.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: me 5 saal se internet per movies deikh deikh kr mutt marta raha hon meri age 18 saal hey.me ne bohat mut mari hey.me ne pochna tha ke pennis ka minimum size bivi ko pregnant kr shakta hey
Answer: istimna karna (kise tariqe se mani kharij) karna ghuna kabira hai. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009 ), 2) jinse filme (sexy video) ya (sexy) tasaveer ko shewat k sath nazar karna haraam hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, roza, sawaal # 166,pg:82) , 3)Jo shakhs shadi na karnay ki wajah se fail e haram me mubtila hota ho os per wajib he k shadi karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) .Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: keya apni bewi ko pech se karne se talaq ho jati ha ya nahen
Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna bivi k raazi nah honay ki sorat main ethiat e wajib ki bina per haram hay, agar bivi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. Aur Nikah batil nahi hota he. (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). .Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam mera sawal hai...kya shohar biwi k boobs suck kar skta hai???
Answer: Shohar bivi k breast suck(choos) ker sakta hay, laikin agar shohar biwi k breast ko suck karey aur moohn mai doodh aa jaay, toh ehtiyaat wajib ye hay k bivi ka doodh nah piaya jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org). .Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).