Question: Mujhay Quran aur Sunat-e Muhammad PBUH Ki roshni main batain k aurat ka ghusal kis tarhan hota hai means kis tarhan karna chaye ghusal aurat ga hum hanafi sy taouloq rakhtay hain,
Answer: Salam un alaikum4 yeh site shia isna asheri site hay
Question: wajib kia hai
Answer: bismehi taala, har woh amal jis ka anjam dena shariyat ki nigaho me farz ho. (ref: tawzihul masail, Aytullah Seestani (d.b.) page no.432)
Question: mari age 34 ho gi ha ab tak sahid nhi howe ha plz koi asa wazeefa batya jac sa rab mogh per saldi marban ho jay
Answer: bismehi taala, agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.
Question: What/which is Ayat-E-Qutub
Answer: bismei taala, apne sawal ko wazeh karain.
Question: Riyazus saleeheen ke author koun hai?Taqwiyatul Emaan ke author koun hai?
Answer: bismehi taala, is site par fiqhi sawalat k jawabat diye jate he.
Question: asslam o alaikum ya ali madad kibla main aap se baat kerne chahta ?
Answer: w.s. aap mahe ramzanul mubarak me 11-00 to 2-00 aur aam dino me 8-30 to 1-00 k darmiyan Maulana Ali Raza mahedavi se quran-o-itrat academy k number 021-32226948 par bat kar sakte hain.
Question: Assalam O Alaikum, 1) woozu kin kin cheezon se toot jata hai? 2) Agar namaz k dooran hawa(gas) nikal jay to es soorat mein kia kerna cheheye aur kia es ki koi limit hai? Reply please thanks
Answer: w.s., aap k sawal k jawab k liye Aytullah Khamenei ka refrence availabe nahi he, aap apne sawal k liye www.wilayah.org ya www.khamenei.de par ruju karain.
Question: SALAMWALEYKUM, JANAB MAI YEH JANNA CHATA HO KI LUCKNOW ME AAP KA WAKIL KUN HAI.2.KYA WOH GRAIB BESAHARA KI MADAT KAR SAKTE HAI YA PHI KUN MADAT KAR SAKTA HAI
Answer: w.s., is k liye aap www.sistani.org ya www.rafed.net par ruju kare
Question: Islamabad/Rawalpindi main Ayatollah Seestani ke wakeel kaun hain? aur main un se kis tarah contact kar sakta hoon? Wsalam
Answer: bismehi taala, is k liye aap www.sistani.org ya www.rafed.net par ruju karain
Question: how do you read tasveer namaz?
Answer: bismehi taala, pls apne sawal ko wazeh karain.