Question: mera masla yeh hai kay mera bhai may blood ki kami hai mujhay is ka behtreen hal batai woh spesheial baca hai
Answer: b.t. aap ka sawal wajeh nahin he.
Question: salam mumbai me takrebban bahut sare maulana intrest par paise dete hai kya yeh jayaz hai ?
Answer: w.s. sud khana, jis tarh se bhi ho gunahe kabira or dunyawi w ukhravi azab ka baes he.(ref:www.sistani.org topic: sud q.5) (albattab sud ki haqiqat ko samajna zaroori he aysa na ho ke jis ko ham sud samaj rahe ho wo sud na ho)
Question: Assalam O Alaikum, mera sawal yeh hai keh Zuhar aur Assar aur Maghrib aur Esha ekathi parhni farz hain ya elahida elahida waqt k mutabiq perhni ziada behtar hein? Reply me in detail thanks
Answer: w.s. aap apne sawal k liye www.wilayah.org ya www.kahmenei.de par ruju karain.
Question: Salam, i want to ask can we make video while doing intercoure....and can any1 see tht movie of his wife? keep it secret.
Answer: w.s. aap apne sawal k liye www.wilayah.org ya www.kahmenei.de par ruju karain.
Question: can a man swim in a pool whr other women are also swiming... if he has no bad intensions? keep it secret
Answer: b.t. aap apne sawal k liye www.wilayah.org ya www.kahmenei.de par ruju karain.
Question: kiya wo pani kisi kafer ko pila sakte hai jis per quran ki koi surah perhi hoi ho (jaise jism me se jinnat nikkalne ke liye,etc)?
Answer: bismehi taala, aap apne sawal ke liye www.sistani.org ya www.rafed.net par ruju karain.
Question: PEHLE SAJDE K BAD (ASTAG FIR ULLAH RABI WA ATOOB ILEEH) PARHNA WAJIB HE
Answer: bismehi taala, aap k sawal k jawab k liye Aytullah Khamenei ka refrence availabe nahi he, aap apne sawal k liye www.wilayah.org ya www.khamenei.de par ruju karain.
Question: salaam, i want to a questian..."KIA QOMI BACHAT MAI DEPOSIT KRNA OR INTREST LENA JAEZ HAI AGAR JAAEZ HAI TOU KIN SHARAAET PAR"? PLZ. REPLY SOON
Answer: w.s. (1) sud lene ki shart se peyse dena jaiz nahi he (mujthid se puchhe gaye sawalat part 1 Aytullah Seestani (d.b.) page 64) (2) agar agreement k zimn me fayde ki shart n rakhi gaee ho to aap ko ijazat he k is profit me se adha khud istemal kare aur baqi adha kisi dindar faqeer ko b-tore sadaqa de dain. (mujthid se puchhe gaye sawala part 2 Aytullah Seestani (d.b.) page 70)
Question: Ek Admi ka zaria maash sara haram ka hai aur aksriat ko pata hai aur wo admi ek dawat ka ehtemam karta hai, kia us ke dawat qabool ki jai ya nahe
Answer: bismehi taala, kuchh mal bhi halal hone ka ahtemal ho to daawat qabool ki ja sakti he.
Question: Lucknow me ayat ul Allah Seestani ke wakil kaun hain
Answer: bismehi taala, is k liye aap www.sistani.org ya www.rafed.net par ruju kare.