Question: Assalam o alaikum mera masla ye hai ka ma bohat zaida confused rehti ho iski waja se mjh bohat problem horh Hai I ska haal batae
Answer: Wssalam o alykum, Sura e Yaseen pharain or is ka pani pi-lain. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 102 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: hame 27 year k hai hame kuch dinose thick se sonai nahe aata aur tou aur hamare ear k andar kuch a waze(sound) aate hai hum bahut muskil me hai kya kare kuch malum nahe hora plz hame kuch tareka bataei jiss se hum thick ho sa k plzzzzzzzzzz
Answer: Wssalam o alykum, Rozana Namaaz ke baad (pachoon waqt ki namaazo main se kisi bhi 1 namaaz ko muayyan kar lain) jaa e namaaz per 1000 martaba ya Allaho ka wird karian.(Ref : Nawaa e Saleheen , pg # 283 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: assalamu alikum hame thodi pareshane me hai hame thik se sonai nahe dera isleye koi tarekha batai.
Answer: Wssalam o alykum, Rozana Namaaz ke baad (pachoon waqt ki namaazo main se kisi bhi 1 namaaz ko muayyan kar lain) jaa e namaaz per 1000 martaba ya Allaho ka wird karian.(Ref : Nawaa e Saleheen , pg # 283 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: aj kal maa joo b kam kartaa ho woo galat hoo rahay haan jasay k mayray buraydin ay vaa haan kisi say bat b karta hon woo b larai karnay ah jata haa mujay iskay hal k lia kuch vazifa batain
Answer: Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajar pure hoghe. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Asalam o alaikum , sir Maria parents khas kr merit walda mera rishta krana chahti hain apnay Mamo k betay say but mujy us say shadi ni krni sir plz mujy kuch batain mai us sy shading ni krna chati plz sir...
Answer: Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajar pure hoghe. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Mere sahur saudi me unho ne mere liye visa bheja tha magar mera medical clear nahi aara hai sirf ek choti si beat pe mai bhoot pareshan hu please mujhe ek wazifa de jise meri pareshani dur ho aur mai mere sahur k pas chali jao
Answer: Jo kohe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajat pure hoghe. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Meray mama papa mein bohot larayaan huti hain..isk liye koi dua batayein ke.larayaan na hua krein..
Answer: Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajat puri hogi. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Muje aik larka 8 sal sy blakmail kar raha hy uska nam hasan hy aur mera laila hhy please muje koi amal ya wazeefa bata daun us se njat k liye
Answer: Sura e Yaseen ko ibtida se pharna shuroo karain, jab 1st mubeen tak ponhche to 41 martaba darj zeel ayat phar kar dua maangain, phir doosre din phir shuru se Sura e Yaseen ko shuro se pharye yahan tak ke 2nd mubeen tak ponhach jaain to 41 martaba us hi ayat ko phar ka dua maangain jis ko 1st din phara tha, or jab Sura e Yaseen main 7 martaba lafz e mobeen aaya hai to 7 rooz tak ye hi amal karain. 41 martaba pharne wali ayaat : Sura e Al-Hamd (Sura no 1) ayat no 4 is ke baad ye dua pharni hai allah umma an taqziya hajati (phir Allah Taala se dua karain).(Ref : nawaa e Saleheen , pg # 49 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: aoa mera swal hy k mein bht zyda zehni dabao mehsoos krta ho aur g chahta hy khudkushi ker lo blood presure high rehata hy
Answer: Wssalam o alykum, Rozana raat ko sone se pehle Sura e Yaseen tarjume ke sath pharain or is ka pani pilain. (Ref : usool e kafi , jild # , kitaab e fazal e Quraan , baab # 281 , riwayat # 1) , (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 102 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: mera bhai hafiz quran h lekin phir bhi wo na ek waqt ki namaz padhta hai aur na kabhi quran padhta hai. Sab log use bolte hain padhne ko phir bhi nahi padhta hai
Answer: One who recite 686 times bismillah “بسم الله الرحمن الرحیم” and recite 676 times durood “اللہم صلی علی محمد و آلمحمد” (ALLAH HUMMA SOALLI ALA MUHHAMMAD DIN WA AALE MUHHAMAD) then pray, your duas/wishes will be answered. (Ref : Naemul aamaal pg # 317) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).