Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Taqleed ( 28 Questions)


Id: 22633
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: kia is site pa mujthd jawab data han agar han hai to mujhe imam a.s sa sawal pochna hai aur wo ya k mere maa bap ne jurm kia tha mant mang k. allh onhe panjtan pak k sadqe beta da aur dana k bad ab tak thokre khla rha hai. aur Sunday k din sorah muzamil likhne sa jado khtm nai hota 3 din k liye ruk jata hai. jawab dana na dana ap ki marzi hai. qu k man ne bht sawal kiye hai reply 1 ka aya

Answer:

Id: 23185
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: (Asalam o Alaikum) mara ap sy ya sawal ha k "Taqleed kay bary ma Quran pak & Hadees ma kaya hokm ha" or "ham jas ki taqleed karty han or hm on ky batay howy massal par amal kary han to hamar har amal ki zamadari kaya os par ho gi jis ki ham taqleed karty hn.As ky bary ma bi koi hadees & Quran ma sy hawala daan" Was salam

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 24076
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: ARE YOU WAKEEL OF AYATOLLAH SEESTANI? ALSO PLEASE STATE AND CONFIRM CLEARLY THAT YOU ARE AUTHORIZED BY AYATOLLAH SEESTANI TO ANSWER OR REPLY TO QUESTIONS ASKED BY PEOPLE. DO YOU REPLY TO THE QUESTIONS YOURSELF OR GET IT REPLIED BY AYATULLAH SEESTANI SAHEB? BECAUSE MANY ANSWERS BY YOU APPEAR AMBIGUOUS AND DUBIOUS.

Answer:

Id: 24200
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam o alikum agar mai ayatullah sistani sahab ki taqleed mai hon or unho ne kisi bhi cheez ko ehtiyat e wajib ki buyand pe najaiz qarar dia ho tou kia is mamlay mai kisi or mujatahideen kay fatwa pe amaal kar sakta hon agar unho ne us cheez ko jaiz qarar dia ho?

Answer:

Id: 24972
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam o alaikum Aik mujtehid kisi amal k liye fatwa na dy or ahtyat e wajib kahy to 2sry mujtehid ki janib rujoo krty hen lekin agar 2sry mujtehid ka bhi is amal k hawaly sy fatwa na ho or ahtyat e wajib kaha ho to is bary mn kya hukm hy?kya wo amal anjaam dya ja skta hy ya us sy guraiz kiya jaye?

Answer:

Id: 25165
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Mera sawal hai k agar koi mufti fatwa daita hai k ye kam jaiz hai krloo . aur mera dil manta hai k galt hai quran k againts lagta hai.magar mufti kehtay hai jaiz hai fatwa dai daity hai . jo qayamat mai koon zimaidar hoga agar allah pochay ga aesa kiu kia jab aqal thi. kia mai kahoo ga k mufti ka fatwa tha. ? zimadar kon hoga gunnah aur sawab ka

Answer:

Id: 25212
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: salam Mei ayatollah sistani ki muqallid hun Kia Ayatollah Sistani k mutabiq agr koi fatwa ahtiyat e wajib hai tou kia is soorat mein mei Ayatollah Rouhani k fatwa ko follow kar skti hun jo ahtiyat e wajib na ho? Ya srf ayatollah sistani ka hi fatwa par amal karna mujh pr lazim hai ?

Answer:

Id: 26007
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Asalamualaikum. Mera sawal yeh hai ki kya taqleed karna wajib hai??? Social media yaa website sab jagah search karne k baad bhi bahut confused hu par kahin bhi ek mutmaeen jawab nahi mil raha hai. Mujhe jawab kitabon k hawale se chahiye jisme clearly likha ho ki taqleed karni chahiye yaa nahi.Maine ayatullah Sistani ki kitab k baare mai bhi reviews dekha jise log accept nahi kar rahe hai toh agar unki kitab k alawa koi reference joh Ahlebait ne kahi ho toh mai usme apna jawab talash kar raha hu

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!