Question: toilet (jahan pishab kia jata ha)wahan wazo,ghusal karna ka bara ma kia huqam ha. thank q.
Answer: Toilet main wuzu or gusul kerna makhoh shumaar kia gaya hay.(E-mail Rcvd from ayatollah sistani(d.b),dated: 07-08-2010) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: quran ma wazoo ka tariqa kis ayat ma hy
Answer: Surah e ma’ida ki ayat # 6 me wuzoo ka tareeqa bayaan kia gya he.or ayatollah sistani(d.b), ki kitaab tauzehul masa’il main wuzu k tariqay or shara’it ko tafseel say biyaan kiya gaya hay.aap wuzu ki tafseel ko Tauzee hul masail, maslah#) main maslah # 235 say 343 tak main daikh saktay hain(Ref: A.Sistani(d.b), tauzeehul masa’il ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: CAN YOU READ DROOD SHRIEF WITHOUT WUZZU
Answer: yes we can read darood sharif with out wazu. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 315-321
Question: Meray Question ye ha k, kye Qurane Pak parney keleye wazoo ha hona zaruri ha or begair wazoo ke paran keya gunnah ha?
Answer: Baz faqha kahtay hein k quran parhnay k lie wazu karna mustahib he. Lakin ye wazu mustahib hona sabit nahi he. Albetta agar koi shakhs mustahib honay k ethimal honay k sath wazu karay to os ka wazu sahi he. Aur is wazu k sath har wok am kar sakhta he job a wazu ho kar karna zurari he maslan is wazu k sath namaz parh sakhta he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 321)
Question: Salam, Is it okay to perform Wudu while taking bath?
Answer: Agar masah ka pani baaloon per zahir ho reha ho to jaiz he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 4, ques # 11, pg # 26) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: wuzu karte waqt deobandiyon ke according masa kis tarah kiya jata hai???plz reply fast
Answer: Note : Is website me fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.
Question: Assalam U Alaikum Wa Rehmatullahe Wa Brakatuhu kai aap mujay bata saktay hai ki wuzu kernay ke niyet ka hai
Answer: Wuzu ki niyat dil se guzaarna ya maslan zabaan se ye kehna k main wuzu kerta hoon “qurbatan ilal laah” {قربۃ الی اللہ} zarori nahi hay. Balkeh agar aik shaks wuzu k tamaam af,aal (kaam) Allah k hukum per amal kerne k liay baja laay tu kaafi hay. (Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 281). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Kia eye lens laga k wazoo ho jata hai
Answer: Jee han eyes lens laganay sai wazoo mai koi faraq nahi parta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 322)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: a salam e,(1)sahe wazu ka tariqa ky ha full.2/wajibat e gusal ma wazu ka tariqa3/ager koy sa bhe gusal laty waqt masay ky bagar wazu ke gusal kay tu ky sahe ho ga .or aj tak jo bhe namazy hoy woh sahe han ya nahe ,
Answer: Wssalam o alykum, 1
Question: Quran pak mai shai ka vozo kis surat mai hai?
Answer: asool e Azam (s.a.w) se Hadees e Saqlain - jo mutawata Ahadees main se hai