Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 19582
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Peeshab ka sth ahtlam par ghuzal fsrz hau

Answer: mani ki alaamat ye hai ke 1. uchal kar nikle, 2. shehwat ke sath nikle, 3. nikalne ke baad badan sust ho jaaye siwaaye ye ke beemar ho. Jis rutoobat mai in teen alaamaat me se koi aik alaamat bhi na ho to wo mani nahin kehlaaye gi. Peshaab ke baad jo rutoobat kharij hoti hai use wadi kaha jaata hai agar is rutoobat ke saath peshaab mila hua na ho to ye paak hai aur is rutoobat ke khaarij hone se ghusal wajib nahin hota. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #70,345). [Updated on 18-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 19584
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: السلام علیکم اگر گندی فلم دیکھ کر یا عضو حاص کو پکڑ کر مسلا جاۓ اور محسوس ہو کے منی خارج ہوئی ہے مگر حقیقت میں کوئی قطرہ بھی نہ خارج ہوا ہو تو کیا اس صورت میں غسل واجب ہو گا یا نہیں ۔

Answer: Jab tak mani kharij hone ke baare me yaqeen ya aqalmandana itmenaan na ho ghusl wajib nahin hota. Isi tarah agar mani apni jagah se harkat kare lekin kharij na ho ya insan ko shak ho ke mani kharij huei hai ya nahin to us par ghusl wajib nahin hota. Abatta waazih rahe je jinsi filmon (porn movies) ya tasaveeron (porn pictures) ko shehwat ke sath dekhna Haram hai, balke Ehteyat wajib ki bina par fahash filmon (porn movies) aur tasweeron (porn pictures) ka dekhna baghair shehwat ke bhi Haram hai. Isi tarah Istimna or khud lazzati (hand practice/masturbation/mushtzani) karna Haram or Gunahaan e kabeera me se hai chahe hath ke zariye ho ya film or tasweer per nigah daalne se ho ya khayalaat or is ki maanid se ho. aur baaz riwayaat me ise zina se bhi barah ghunah shumaar kiya gaya hai Q ke ye fitri amal nahin hai. Aur is ghunah se bachne or jinsi taskeen ka sharaei or halaal rasta shadi karna hai Q ke Jo koi bhi chahe mard ho aurat agar shadi na hone ki wajah se Haram kaam (Jaise jinsi filmen dekhne, mushtzani e.t.c........) me mubtila hota ho to is par wajib hai ke wo shadi kar lay. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #351,2407. + Jadeed fiqhi masail, maslah #463. + Tauzeeh ul masail Jaame(farsi), part #2, edition #1443, maslah #544). [Updated on 18-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 19658
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aghar ghusal e haiz mn jb namaz ka wazu krny mn aghr garadan ka Masha krna bhul jay to ghusal ho ga ? Ya dubara ghusal krna hoga

Answer:

Id: 19750
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Biwi k sath humbistari ki ya khwab me mani kharij ho gayi to kya gusl ki dua alag alag he biwi k sath humbistri karne k baad jo gusl karenge uski dua kya he?

Answer:

Id: 19781
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Haiz ka padh ke ghusl karne ki duwaa details me bataye

Answer:

Id: 19817
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Agr khuwab mein ihetelam honay wala ho magr control mein aa jay aur mani kay katry na likly ho toh is surat mein ghusl wajib hoga??

Answer:

Id: 19889
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Biwi se sohbat ke waqt pehne hue kapde gusul ke bad pehanna Pak hoga ya napaki

Answer:

Id: 20089
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam-o Alikum ,I want to ask abut gushal .Gushal kub wajib hay ?.(napkai ki sorat main) Kai dafa asa ho jata hay kay koi galt ches dekh kar ya soch kar "eraction"(azoo khas)ho jata hay aur bhir napaki niqal jati hay ju kay kaproon per lag jati ..is sorrat main app nay amli toor per tu kisi ko hath bhi nhin lagya hota.(yani koi kam tu nhin kya hota) aur ager app ko yaqeen ho kay app apni us jaga ko ashi trhan say pani kay sath saf kar laytay hain tu bhir bhi gusal karna zaroori hay ? pura jism ka gela karna aur saf karna zaroori hay ? ya sirf us jaga ko saf kar kay bhir sirf Wozoo kar liya jay ?... bary merhbani tafseelan jawb day dain .

Answer:

Id: 20121
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Doran-e-Ghusl e Janat starting main jab sirf SIR aur GARDAN ka hissa dhoya jata hay ,dhonay kay baad ghusl kay starting main hi SIR hi ka kuch hissa na dhoay janay kay baray main shak guzre ! aur sir kay us hissay ko jis kay na dhoay janay ka baray main shakk guzra ho usay dho liya jaey aur phir gardan dholain aur is kay baad badan ko dho liye jaey to ghusl sahih hoga ya nahi ?

Answer:

Id: 20126
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aihtilaam kay baad Ghusl-e-Janabat kay waqt wo hissa jo aihtilaam ki wajah say Sperm say najis hoa hay wo paak karna zaroori hay ya nahi ? aur agar masala na jantey hoay is baat ka ghusl sey pehlay khayal na ho kay najis hissa pak karna hay to us kay liye kiya hukum hay ?aur pehlay ki namazoo ka kiya hukum hay.

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!