Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 1156
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: As-salam-alaikum mujhe tahajjud ki namaz ke baare mein janna hai ki tahajjud ki namaz ki kitni rakhat hoti hai aur use kaise aur kitne waqt per padna rahta hai mujhe tahajjud ki namaz ke baare mein puri jankari chahiye. shukriya, allah hafiz

Answer: Namaz e tahajjud 11 rak’aat hay.8 rak’aat naaflah e shab ki niyat say,2 rak’at namaz e shafa ki niyat say or 1 rak’at namaz e witr ki niyat say perhni chahiay.namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay.namaz e shafa main zarori hay k agar qunoot perha jaay tu raja e matlobiyat(hope of acceptance) ki niyat say perha jaay.or namaz witr main bhi bawajood is k keh aik rak’at ki hoti hay,ruku say pehlay qunoot perhna mustahab hay.namaz e shab ka mukammal tariqah dua ki books main maujood hay (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 753, 761,1104).

Id: 1258
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: 1)tahajjud ki namaz ki niat our tarika(2)ghusal kab kab farz hota hai

Answer: 1) Namaz e tahajjud 11 rak’aat hay.8 rak’aat naaflah e shab ki niyat say,2 rak’at namaz e shafa ki niyat say or 1 rak’at namaz e witr ki niyat say perhni chahiay.namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay.namaz e shafa main zarori hay k agar qunoot perha jaay tu raja e matlobiyat(hope of acceptance) ki niyat say perha jaay.or namaz witr main bhi bawajood is k keh aik rak’at ki hoti hay,ruku say pehlay qunoot perhna mustahab hay.namaz e shab ka mukammal tariqah dua ki books main maujood hay (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 753, 761,1104). 2) Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Lakin namaz e miyat , sijda e sahv , sijda e sukhar aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zurari nahi he. 3) Agar koi shakhs kisi aise murda insane k badan ko mus karay jo thanda ho chukka ho aur jise ghusl na dia gya ho to zurari he k ghusl e mus e miyat karey. 4) wo ghusl jo munnat ya qasam wagira ki wajah se wajib ho jay. 5)agar chand ya suraj ko mukammal girhan laga ho aur mukallaf jan booj kar namaz e ayat na parhe yahan tak k namaz qaza ho jay to ethiat e wajib ki bina per zurari he k is namaz ki qaza k lie ghusl karey. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) pg #356,511, 62)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 1629
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: namaz e tahjud mei kitni rakat parhi jati hein or ye namaz or namazoon ki tarah ha ya mukhtalif ha plz pori maloomat dein thnx

Answer: Note: Is wibesite per fiqh e jaffriyah k mutabiq jawabaat diay jatay hain: Ans : Namaz e tahjud (namaz e shab) 11 rakaat hoti hain jo keh namaz e fajr ki terah 2, 2, rakat ker k perhi jaati hain,or in me se 8 rakarein naaf’la e shab ki niyat se , 2 rakat namaz e shafa ki niyat se , aur aik rakat namaz e witr ki naiyat se perhi jaay.Aur naafla e shab ka mukammal tareeqa duao ki kitaboon me muzkoor he.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 753 , 761)

Id: 1668
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Information about Tahajjud Namaj ?

Answer: Namaz e tahajjud 11 rak,aat hay.8 rak,aat naaflah e shab ki niyat say 2, 2 rakat ker k perhi jay. 2 rak,at namaz e shafa ki niyat say or 1 rak,at namaz e witr ki niyat say perhni chahiay. Namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay.namaz e shafa main zarori hay k agar qunoot perha jaay tu rija e matlobiyat(hope of acceptance) ki niyat say perha jaay.or namaz witr main bhi bawajood is k keh aik rak,at ki hoti hay,ruku say pehlay qunoot perhna mustahab hay.namaz e shab ka mukammal tariqah dua ki books main maujood hay namaz shab me faqd 1 rakhat witar per iqtefa karsakte hai (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 753, 761,1104, (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 498, eidition 1435 ) Namaz e tahajjud ki rakato me surah al hamd per iqtefa kar sakte hai aur dosere surah perhna wajib nahe hai. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 4,ques # 78, pg # 47) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 1802
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: method of namaz-e-tahjud & timing

Answer: Namaz e tahajjud 11 rak’aat hay.8 rak’aat naaflah e shab ki niyat say,2 rak’at namaz e shafa ki niyat say or 1 rak’at namaz e witr ki niyat say perhni chahiay. Namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay.namaz e shafa main zarori hay k agar qunoot perha jaay tu raja e matlobiyat(hope of acceptance) ki niyat say perha jaay.or namaz witr main bhi bawajood is k keh aik rak’at ki hoti hay,ruku say pehlay qunoot perhna mustahab hay.namaz e shab ka mukammal tariqah dua ki books main maujood hay (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 753, 761,1104).

Id: 2069
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: my self ali mehdi mera qus. Hai k me abhi safar me hu or hotel me hu or namaz e shab me kay pda jata hai ya simpl hai abhi jawab do plz

Answer: Namaz e tahajjud 11 rak’aat hay.8 rak’aat naaflah e shab ki niyat say 2, 2 rakat ker k perhi jay. 2 rak’at namaz e shafa ki niyat say or 1 rak’at namaz e witr ki niyat say perhni chahiay. Namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay.namaz e shafa main zarori hay k agar qunoot perha jaay tu rija e matlobiyat(hope of acceptance) ki niyat say perha jaay.or namaz witr main bhi bawajood is k keh aik rak’at ki hoti hay,ruku say pehlay qunoot perhna mustahab hay.namaz e shab ka mukammal tariqah dua ki books main maujood hay (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 753, 761,1104). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 2970
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya thajd nmaaz k lyee neend hona zroori hay?

Answer: Namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 761 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5026
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Namaz-e-shab ke baare mein tafsil se jan na chahta hoon.

Answer: Namaz e tahajjud 11 rak’aat hay.8 rak’aat naaflah e shab ki niyat say 2, 2 rakat ker k perhi jay. 2 rak’at namaz e shafa ki niyat say or 1 rak’at namaz e witr ki niyat say perhni chahiay. Namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay.namaz e shafa main zarori hay k agar qunoot perha jaay tu rija e matlobiyat(hope of acceptance) ki niyat say perha jaay.or namaz witr main bhi bawajood is k keh aik rak’at ki hoti hay,ruku say pehlay qunoot perhna mustahab hay.namaz e shab ka mukammal tariqah dua ki books main maujood hay (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 753, 761,1104). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5195
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: namaze shab ka koi, muqarar waqt kya hai,kya mujhe haqiq,feroza,yaqoot , duray najaf pehna chaeye?

Answer: Raat ki ibtida se subha ki aazaan tak is ka waqt baqi rehta hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 761 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Id: 5412
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: chehry py ronaq or khobsurati lany k liy koe wazifa bataen plz

Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes banti hai ghm ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!