Question: Aoa: Sir mera question ye ha mere ek czn h wo mjhse buht pyar krti the r hum ne romance kya mera dil nae krta tha lekn phr us sy bos o kinar ki r uske ilawa fingering ki aur usne mere peni ko suck kya me pochna chahta ho kya ye zinah ha plz iska kufara kya hoga mjhe bata dy meherbani hogi from syed atif
Answer:
Question: sir ye pochna hai ke shiya lrke muta kare or na wo apne baap se ijazat ley or na kisi ko0 btae bina muta kr skti hai ? or agr mutta se bacha ho jae tu us bache ka kiya krte han yani us bache ke liye ki shart hai or mutta kiya bacha paeda krne ke liye nhe hota kiya or agr mutta ke bad us lrki ko na apne sat rakho or na na use koi taluq rakho tu ye sahe hai
Answer:
Question: AsSALAM AlaiKum Hazrat? ek larka ek larki nikha karna chahaty hen ghar walo sy chup ky, phir kuch waqt ky bad ghar walo ko bata dygy, in ka nikha karna sahi hy ya nahi? Agar in ka nikha sahi hay to in ko kis tariky sy nikha karna chahiye tarika bata dy, or nikha ky bad ye log jismani tariky sy mil sakty hen ya nahi,
Answer:
Question: AOA>.. mera sawal ye hy k ma ak ldky ko chahti the..lekin mry ghar walay nahin mantay thay..ham ne nikah kr lia lrkay k ghar waly sabhi razi thy or wo shamil b thy.. and now we have sexual relation as well. ab jab k ma ne apni mama ko btaya hy to wo man gae hn or hmari baqaida shadi kr ri hn mry step father ko hmary nikah ka nahin pta or na hi meri mama uny bta skti hn qk un k liye masla khda o jy ga to wo ab hmara sb ki mojudgi ma 2bara nikah krwana chahti hn kya y jaiz hy???? may father ki death o chuki hy or ma apny step father k sath rehti hun jinho ne kbi koi haqooq puray nahin kiye.. plz help me..
Answer:
Question: Assalaamwalaqum, Mera nikhah hua hai eak mard se. Usne apna naam aur abba ka naam aur jagah ka naam nikhah nama me galat likhaya. aur nikhah ke baad mere saath hum bistar hua 2 raat ke liye. uske baad na to eak call kiya aur eakdhum lapata ho gaya. mein ne usko zuban di uski halat ko mad-e-naraz rakhte hue ki mein aap ka mehar maaf karti huin. usne mere kafi rakam(rupiya) liye aur sona(gold) liya. aur meri halat jaane ke baad bhi usne mujhe payse nahi bheje aur dhoka diya. Uska already eak nikhah aur 2 bacche hai. aur uski biwi ko bataye bigar aur mujhe jhoot bhol kar ki uska nikhah nahi hai aur wo kawara hai, ussne nikhah kiya. Jab mein ne usse email ke zarye pucha ki mein aap ko chor ke jana chati huin usne email ke zarye jawab diya ki, aap ko lagta hai ki aap ko mujhe chod kar jana hai to aap ja sakti ho. usne mujhe kisi bhi tarah ka sukoon nahi diya.... samaji, jaheeni, aur jismani tor per usne mujhe mahfooz rakha. mera sawal ye hai ki mera nikhah usse jayaz hua? agar jayaz hua to kya humaha khula hua? Aur agar mera khula nahi hua to mein kis zariye se usse khula luin? jab ki pata hai ki wo mera phone jaanbooj kar nahi uthata hai, aur mera email nahi reply karta hai? Allah Hafiz
Answer:
Question: Assalam u Alaikum mera ek frnd he woh ek larki k sath takriban 4 sal se jismani aur roohani mohabbat karta he lekin mere frnd k ghar wale os larki se oski shadi hone nae de rhe or dono ne abhi tak shadi nae ki.. or ab unhe khayal aya he k woh ek boht bara gunah kar rhe thai.. dono boht majboor hen... iska kya hal he? woh dono toba karna bhi chahte hen or ek dosre se nikah bhi karna chahte hen apne ghar walo ko batae bina Q k un dono ka koe sath nae de rha.. woh nikah kese karen? koe aisa hal bataein k kam se kam yeh gunah phir na ho unse.. aur iss surat me kya karna chahye???
Answer:
Question: mainay aur ik larkay nai shadi ki court marrige...we had abortion and a misscarrige aswell...laykin humnay nikah nahi kiya.,..hum dono musliman hain...aur muje meri galthi ka ehsaas hai...humnay woo har kaam kiya jo mian biwi karthay hain...laykin jab baath nikah par a e tuu woo nikah nahi karna chatha...woo keh raha hai meri maa nahi maan rahi..uskay parents or sisters ko sab kuch maloom hai humaray baray main ...please kuch advice karain..i dnt know what to do....kiyon kay humari court marrige abhi hai...
Answer:
Question: salam ma apse ye pochna chahta hn ik gandi larki ko apna sakte han like call girl jo apne maze k liye sab se zina krti ho or ik nahi kai logo ko apne maze k liye hawas ka nishana banya hon or har wo ghaleez kam kiya ho najaiz bache bhi zaya krwaee hon.kya wo agr in harkto se baz ajae or tuba kr le tu kya krna chahiya kya hukam ha iske bare ma plzzz detail se baten hae ik chez i hope ap samjh chuke hnge plz jawab zaror dejiyee ga.
Answer:
Question: mujy samj nain aata app loog aik taraf too Ahl-e-Bait a.s k mohib kahlatay hain oor dosri taraf Syeda ka Ghair Syed sy nikah jaiz kerar dy rahy hain, ya kysi muhabat hy??, dosri tarah Ahl-e-Sunat ka Ulma isy najaiz qarar dy rahay hain, 4 books k reference dy raha hon jo Ahl-e-Sunat ke hain, Rooz e Qiyamat Muhammad s.a.w.w o Aale-e-Muhammad s.a.w.w ko kiya moon dikhain gy. 1- Ref: Boolk "Fiqa Islami ka ajmai Fatwa" Syeda ka Ghair Syed sy nikah Qatan Haram hy oor ya Rasool s.a.w.w oor Ahl-e-bait a.s ki shadid gali hy, by Pir Syed Mehmood Shah Kazmi 2- Ref: Book "Syeda (Fatima) ka ghair syed sy nilah nain ho sakta"Alama Muhammad Hanif Quershi 3- Ref: Book : "Nikah Syeda kee tehqeeq" By Pir Mehir Ali Shah Sb. 4-Ref: Book "Rasala Mohib ul Nabi- Syeda ka nikah ghair syed sy nain hota" by Molana Mohib ul Nabi
Answer:
Question: Dear Sir, Mera Masla ye hai k meri mangni mere cousin se hui thi aur mein us se bohot pyar karta tha aur ab bi karta hoon, magar jab mein ne apni cousin se nekah karna chaha to us ne inkaar kar diya, aur mere bade bhai k kehne per mein ne kisi aur se shadi kar li, shadi k baad b mein apne cousin ko bula na paya, aur phir mere cousin se meri mulaqaat hui, mein ne unse poocha tum ne mere sath aisa kyu kiya to wo rone lagi, aur uski walidah ne muje bataya usko seher kya hua tha k tum se shadi na kare, aur meri cousin kehti hai wo mujse pyar karti hai aur shadi karna chahti hai, mein b us se bohoot pyar karta hoon, mein us se dosari shadi karna chahta hoon, meri biwi raazi nahe hoti wo kehti hai k muje talaq de do phir un se shadi kar lo, aur meri walidah aur bada bhai b razi nahe hain, to kiya mein dosari shadi kar k gunahgar hosakta hoon, aur kiya aisa karna meri biwi k huqooq k sath najayez hai, aur kiya mein Allah ka mujrim hosakta hoon agar dosari shadi kar loon? please koi acha sa mashoora dein, thanks.
Answer: