Question: my question is , i am willing to do mutaa with a girl just to ensure that whetever we do except for the sex should be according to the shariah , in order to avoid further sins . but the problem is we want to make it secret because of the fact that both of our parents does not know anything about our relationship and we are also pity much sure that they wont let us do mutaa if we ask them . we both are virgin and want to do mutaa , is there any possibility for us to do mutaa without informing our parents ?
Answer:
Question: Dear Sir, Aap ne mere pehle question ka jawab deya tha keh dosari shadi karna mustahabi hai aur biwi ki ijazat lena zaroori nahe hai, agar waalidah aur bade bhai bi raazi nahe hain to kiya muje walidah aur bade bhai ki marzi k khilaaf shadi kar leni chahye ya nahe, please koi acha sa mashora islam ki roshini mein dey, shukriya.
Answer:
Question: salam mera sawal ye hai k main ak esai ( cristan) larki se pyar karta hon shadi karna chahta hon mgr larki ki ami kehti hai k agar tum ne shadi karni hai to charch main nikah hoga ( cristan) nikah. kya esa ho sakta hai larki kehri hai charch main nikah kar lo bad main muslim nikah kar lain gay kya esa ho sakta hai plz koi tafteel se hal batain bohat presha hon main larki se bohat pyar karta hon usay hasil karna chahta hon
Answer:
Question: mera sawal ap se ye hai k agar koi nikah parents ki marzi k baghair karna chahy gunnah se bachnay k lie q k larka aur larki ek dosray ko pasand kartay hain aur aik dosray se miltay b hain aur bat b kartay hai jo k islam mein ek gunnah ka derja rakhta hai us se bachnay k lie agar wo nikkah karein lakin un ki shadi ka aylan gar walo ki taraf se 4 sal bad ka ho tu kia nikkah pe nikkah jaiz ho ga?
Answer:
Question: salam! Aj se 6 saal pehlay meray Parents mein Seperation hogaee thi talaaq nahi hogaee thi. Main shru say he apni dadi k pass rehti thi or meray parents alag city main thay mery behn bhai k sath. halaat nazuk thay or main ghar ki sb se bari thi to main apni Ammi ko or behn bhai ko apne pass bulaliyah, Abbu k sath koi nahi rahna chahta tha kiun k Abbu gussay k bohat taiz thay. 2 saal k baad Ammi bhi humko chor k kahin chali gaee or dusri shadi karli (without Sharaee Talaq). ab wo Pachtaa rahi hain - kia humko unsay baat cheet rakhni chahye ? pura Khandaan is baat k khilaf hai k agar ammi ne koi contact ki to ye theek nahi hoga.
Answer:
Question: ye oral sex kya hota ha..??? aur dry sex kya hota hai??? kya ISLAM mein apni pasand ki shadi krna jaiz ha??? agr maa baap shadi k khilaf hon tow kya hum un k khilaf ja sktay hain??? ma b ek larki ko pasnd krta hn lkn mere ami abu shayad razi na hon tow mje kya krna chahye?? please mje iska jawab dijiye i need that.. kafi kuch clear hojayga mjhe.. aur mere frnd ki g.f mjse sex k liye razi ha lkn mje kuch ni krna mje koi aesa tariqa btaein js ma usse ye sari batein avoid kr skn... plzzzz tell me...
Answer:
Question: asak,mai 19 saal ki hun,aur mai ek 23 yrs kai ladkai se bht piyaar karti hun n wo bhi merese bht piyar karta hai ,humdono shadi karna charey per humdono kai parents bhi iss nikah se inkar karey,,kiya hum bagair parents ki ijasat shadi kar sakhtey hai,,parentss kehtay hai ki shadi karna hai to karlo magar shadi kai bath apna muu math dikhana aur hum us din se tumhare liye maagaye samjooo........too is surat mai mai kiya karun.plz mashewra dijiye koi.jazakallah
Answer:
Question: 1 if shia girl had done nikah to sunni according to sunni way and divorce also done in sunni way 3 talaq at one time is nikah and divorce valid 2 if a Shia girl done nikah to shia boy on phone and never meet the boy or had intercourse then a boy recited talaq segah in front of 4 mens giving 3 talaq at one tine is nikah and talaq valid
Answer:
Question: Assalam Walekum Janab mera sawal ye h ki last year april 2012 me mujhe apni sagi chachi se pyaar ho gaya. aur us pyaar me hm dono itna aagey badh gaye ki kai baar ek doosre ke sath sexual relation bhi ho chuka h. hm dono ne kai baar ek doosre se alag hone ki koshish bhi ki lekin ek din bhi alag na rah sake. hm dono ek doosre ko bahut pyaar karte h. aur nikah karna chahte h. meri chachi apne husband (matlab mere chacha ko) ko talaq dene ke liye tayyar h. janab kya mera nikah meri chachi se ho sakta h. janab jald se jald detail me jawab dene ki koshish kare.
Answer:
Question: As salam alekum....mujhy apse pochna he kia koi admi.... Allah aur Rasul (SAWW) ko gawah bana kahe mein (apna naam le ker) tumhe apni bewi kabool kerta hon 3 bar bolne ke bad ye kahe kia tumne mujhy apna shuhar kabool kia ......3 bar larki ke haan kerne se ...tu kia nikah wajip ho jata he....ager aap ka jawab nahi he tu aap mujhy bataye ke mein kia keron .... wo mere ghar rishta le ayee thy per unke ghar walon ki taraff se mana hone se pehly wo mujhy apni bewi bana chuke thy..... jab unke ghar walo ko mene sab sachahi batai tu unhone unki shaadi zaberdasti apni behan ki beti se kerdi ..... wo abhi tak yahi bol rahe hein mein unki bewi hon aur wo mujhy nahi chorin ge......mujhy bataye mein kia keron
Answer: