Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 22575
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: AssalamoAlikum, Mera sawal yeh hai k kia Ghair Fiqh Larki/Larkay(Sunni) kay saath shaadi ki ja sakti hai..? Is mauzooh per Hamaray AAIMA TAHIREEN (A.S.W.S) Ka kia irshaad hai..? Aur agar shadi se pehle koi physical relationship raha ho to kia woh rishta haram hai..?

Answer:

Id: 22586
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam mera dost bohat preshan ha plz sawal ka jawb zrori ha mera dost aik larki se shadi krna chahta ha wo alrealdy kse k sth najaiz tauluqat the uske bd us larki ko khushi dene k khatir unko shadi ka haq diya ha kya islam me ye jaiz ha wo dost us larki k sth shadi kr sakta ha ya nh wo bhe bohat sharmida ha apne khata k wajha se

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 22605
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aslam-o-elaikum me ek ladki se buhat pyar karta ho ladki ke maa bap nai maan rahe us ladki ka the par mangani the nai howi wo ladki bhi muje chahti hai par mujbur us ke maa bap aur dada dadi nai razi koi asan amal btaye ya koi taveez jis se mere shadi us se ho jaye plese plese plese.

Answer:

Id: 22611
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam-o-alikum Mere leya aik rishta aya tha or mjhe wo ladka pasnd nai aya meri maa janti thi per mjh se pocha nai abi or wo us ladke k bare me pata karwane me lag gae unho ne ha bol di phr mere baap ne kaha k wo faisal do haftey bad batayen ge or mjhe andaza tha k mere ghar wale ha bolen ge rishta k leya ya mangni kAren ge per wo direct nikah fix kar aye next haftey ka or me ais intezar me the k mjh se meri ijazat pochen ge per kisi ne nai pocha jab wo nikah fix kar aye tu me b kuch na keh saki k un ki izat ka sawal ha akhir mene nikah k roz bol dia k ha qabol ha per mera sawal ha k meri razamandi shamil nai thi tu kia ye nikah hua ya nai ? Abi rukhsati nai hui per mjh se ye rishta b nibhaya nai ja rha q k mjhe ye insan pasand nai pehle hi din se plz jawab dail jaldi

Answer:

Id: 22627
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Mara question ye ha kah mm nay larki ki maan sy zinnah Kia ha or ab Mary ghr waloan nay uski beti sy mara rashta kr dia ha Kia Mara nikha hoga or mujhy nikha karnay ky liay kia karna hoga ya nikha ho he nhn sakta mujhy aksar alamn nay ye batia ha ap Kia kehty hn plzzzz reply me

Answer:

Id: 22650
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: salam, janab mera aik dost he or wo aik larki ko pasan karta he per us me aik masla aya he k wo larki pehle 19/20 ya es se zaid martaba apne kazan se zina kar chuki he kia mera dost us larki se shadi karsakta he larki ne usy sab kuch batadia he kia es halat me wo shadi karsakta he ya nahi rehnumai farmay

Answer:

Id: 22676
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: asslam o alikum kia agar aik larka aur larki Allah ko gawah mann kar aik dosray ko shohar aur biwi qabool kar lain tu kia unka nikah ho gaya ya nhe?? dono ny 3 bar zuban se qabool ha qabool hai qabool hai b bola ho aur kaha ho k Allah ko hazir nazir ja kar mai is larkay ko apna shohar qabool karti hun....

Answer:

Id: 22700
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: My question is: I would like to marry a christian girl and she also wants to accept Islam. But she had a relationship with her boyfriend for 1 year. She is not a prostitute. Please can you tell what are the marriage conditions in our case? Thank you.

Answer:

Id: 22706
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: manay or naray husband nay nikha kiya ha hamaray mama papa ko ni pta abhi maray husband chahtay hain k may un say milu lakin ma unay rokti hn k humay apnay maa bap ki dua k sath apni azdawaji zindagi shuru krni chaheye kya ma unay rook sakti hn .mari wja jaiz ha kya.ma un say milu ya nahi

Answer:

Id: 22734
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: ager larka or larki dono baleg hon or wo apes main nikkah kr len khud or khutba nikkah b paren proper or jasa k apne "aurat khe : "zawwjtoka nafasi als sedaqil maaloom" yaani me ne is maher par jo moyyan ho chuka he apne aap ko tumhari biwi banaya aur is ke lamhe bhar bad mard khe : "qbiltuz tazwija" yaani me ne ezdwaj ko qabool kiya, to nikah sahih he aur isi tarh agar faqat "qbilto" khe tab bhi nikah sahih he" ye sb kren to nikkah ho jaye ga.

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!