Question: Ma zaidi syed larki houn.. ma ek sunni larky sy mohabbat krti houn aur b mjh sy shadi krna chahta ha.. mgr hmari society mei syed larki ka sunni sy shadi hona galat smjha jata ha.. hmary khandan mei aesa kbhi nae hwa.. meray parents meray khandan ka khyal rkhty haen k bradari bura na smjhy.. please koi aesa rasta ya ya koi aesi advice daen jes sy ma apny ghar waloun ko mna loun.. aur wazifa b btaen.. sb khamoshi sy khushi sy foran maan jae bghaer kesi lrai jagry k..
Answer:
Question: Asalam o Alaikum, It is about one of my friend, he is shia and he also do taqleed of Ayat-ul-Allah Seestani. He wants to marry a girl who is already in nikkah with someone else, but that girl agreed on taking divorce with her husband and want to marry with my friend according to islam. But, My friend already had a sex (zina) with that girl when she was in nikkah with someone else. Now is it possible to do nikkah or muttah with that girl? now she is divorced. And i want to ask about halaala?? what is it?? and is it exist in fiqha e jafiriya?? Please do reply, I will be very thankful. W.salam.
Answer:
Question: salam mein syed family se taluqe rakhi hun or shaia hun mujhe jis larkay se shadi karni hy wo sunni hy ap problem yaa hy ky wo khata hy dono ko kisi eak firky se belong karna ho ga tub nikha ho ga mujhe quran or hadis se iss ka answer chaya eak firka hona zarori hy yaa nai
Answer:
Question: Aslamualikam main aik hindu larki say shadi karna chahta hoon woh bhi mujh say shadi karna chahti hay or us ka pehla shohar us say nahi milta or woh muslim ho kar hi mujh say shadi karna chahti hay kya hum nikah kar saktay hain or us ke muslim hone ke baad kya us ko pehlay hindu shohar say talaq lena zaroori hy hamaray liye kya huqam hy hum aik dosray ke baghair nahi reh saktay khudara hamar rahnumai farmaye
Answer:
Question: Sir, My Nikah has performed 5 years back and now I have planned for Wedding Ceremony (Rukhsati) on the 1st day of Zil-Hajj this year but there is Qamar Dar Aqrab on this day. Please advise if I can do Rukhsati on this day as I already performed Nikah previously. Thank you, Ali Asghar
Answer:
Question: A.o.A kia shia larka ho or suni larki ho dono ka nikah kar diejiye larki kay maa baap ko batatay hovay per unki marzi k khilaf jatay hovay kia Nikah jaizz hoga ...jub kay larki kay maa baap yeh fatwa nikalwa chukay ho [(apnay knowledge kay bina pe jo unho apna zehan bana rakha hai shia kay mutabiq)] kay Shia Larkay (boy) se Sunni Larki (girl) ka nikah jaizz nahi or jo karaiyega uska bhi nikah toot jaiyega chahiye woh baap ho ya rishtay daar. phir bhi agar larka or us kay ghar walay or Suni larki Nikah kar lay kia woh ek dusre k lie najayaz hongay NIKAH karnay k bad bhi ...:???
Answer:
Question: asslam-o-allaikum sir mera ap say yey sawal hai k aik muslim lrka aik muslim lrke ko nikah k liay passand kr skta hai agar kr skta hai to koe aisa wazifa btaiay jis say us lrkay ka us lrke k sath rishta bho jaiay plz ignore mt ke jay ga mujay ap k jawab ka intazar rhay ga
Answer:
Question: assalamualykum sir mera sawal ye hai k ek gair muslim ladka ek musalman ladki se shadi kr skta hai ba sarte k dono apni apni majhab ko manenge is me koi restriction nhi hogi aur shadi b dono tarah me hogi nikah b aur fere b to kya ye mumkin hai aur is shadi ko naam mil sakti hai.. kya ye dono apni zindagi bita sakte hain inse jo aulad honge unke liye kya behtar hoga plz mujhe batayie..
Answer:
Question: sir mera sawal ye hai k imam sahb ne mire nikah k seeghe or hijab o qabool phone pr aik sunni larki se 50 hazar haq mehr k iwaz parha.or us k bad maine larki se nikah nama pr signature krwai or anghotha bhi lagwa kr gawahon or muqarar krda wakeel jo larki ki traf se the unk sighn or anghotha lagwa kr registre bh kraya.larki yateem hai.behn bhai ki raza mandhi shamil nhn thi nikah main kiya mera nikah ho gaya hai sharai tor pr.Agha sahb meri rehnumai kren shukriya
Answer:
Question: as salamaolakum. maira masla ye hay ka kafe saal sa ammi maire shadi ke bat karte hay shia familys sa per aakhir mai aay ka bat ban nahi paythe hay shadi ke ? kion ? maina socha hay kese shia aalim say is ka hal pocho ? or mai chayta ho ke koey Alam Abbas as. per kiya manat maggo kis say maire shadi hogaey or kiya manat mago alam per ? plz is ka answer dey ?
Answer: