Question: main ek ladke se bahot pyar karti hu par uske aur mere ghar wale hamare rishte ko pasand nahi karte aur woh hindu hai aur main muslim hu toh koi aisa wazifa bataye ke jisse hamari family mann jaye hamari shaadi ke liye aur uski family mujhe aur meri family usko pasand karne lage.
Answer:
Question: assalamu alykum. mera sawal yeh hai ki, main aur meri ek friend aapas me bahut hi mohabbat karte hain, Lekin ladki ke PAPA uski shadi zabardasti kahin aur karwa rhe hain, jisme ladki ki marzi nahi hai, to kya yeh shadi haram hui. maien suna hai ki ladki ki shadi uski marzi ke bagair karwana itn bada gunah hai jese ki zina ka gunah. lski ki shadi kahin karwai ja sakti hai islam me. aur maherbani karke mere liye dua bhi kare ke hamlog aapas me itn apyar karte hain to allah tala hamesha ke liye ham logo ko mila de, kabhi bhi juda n akare,..... ameen summa ameen
Answer:
Question: As salam my ahly tasshi hon or shaadi shuda hon 2 bachy hain mary sawal ya hy ky kya dosri shaadi ky liye bivi or maa baap ki ijazat lazmi hy ager un ky manna karny ky bawajood dosri shaadi ki jaye tu gunnah tu nahi hy dosra sawal ya hy ky my shaadi sy pahly ak suuni larki sy piyer karta tha or abhi b karta hon mary maa baap razi nahi thy tu us wqt my ny apni maaa baap ki khowaish per amal kiya but wo larki mujh sy hi shaadi karna chati hy apna mazhb b change karny ko tayyar hy or mari bivi ko b accept karny ko tayyar hy but mari wife usy accept nahi karna chati my or suuni larki ak disry ky bohat close rhy hain gunnah kiye hain us wqt nafs ki khowaish ky agy andhy thy but zina ka irtikab nahi howa my us ko ab apnana chata hon us ko khushi dana chata hon tu my shaadi kr sakta hon us sy apni bivi ki ijazat ky bagair mary nikha namy my asi koye shart b nahi hy wife ki traf sy tu plz mari islah kry quran or shayet ky mutabiq Jaldi r.p diye ga time bohat kam hy janab plz considar my request plzzzz and thanks
Answer:
Question: Main 2003 se apni chachi se zina kar raha tha. meri chachi boli k ek bachha ruk gaya hai jo k tumhara hai. Main usko paida karungi mere mana karne k baad bhi usne paida kiya. lekin mera dil nai manta k wo mera hai .2007 me mere chacha ka inteqal ho gaya. uske baad bhi wo mujhse kuch baar zina ki hai.Abhi 2013 me mujhe uski beti se shadi ki khwahis hai wo ladki bhi mujhse shaadi karna chahti hai kya main usse nikah kar sakta hu.
Answer:
Question: Sir mein Muslim ho aur muje ek Hindu ladki se pyar hogya an hum dono ki shadi krne ki mrzi he.WO Muslim banana chahti he aur WO sc cost se belong krti he .kya usse shadi krna jayz he k nahi.Hindu she shadi krne se akhrat mein kya fayda he.Janet milti he kya.plz tafseel se btain.
Answer:
Question: sir,aoa. maray bhai ka nikah mari sabka bivi ke sabka shoar say jo bati ha us say ho jata ha or phir bhai or us k maban tlak ho jati ha.ma us say nikah karna chata ho or wo bhe mujh say nikah karna chati ha.kia ma asa kar sakta ho.us larki ke maa or bap dono nay alag alag gagha nikah kar lia ha,us ka ab koi sahara nahee ha.khuda k lia kuch kary.
Answer:
Question: asalam.o.allaikum mera sawal hai ke mai 4 saal say hath ka zinnah karaha hu.meri yeh aadat kese choohtay gi mau tang agaa hu lekin jab har din meri halat kharab honey lagti hai pher jab tak loi ghaat video dekh na lu chain se nahi beth sakta or pher haath ka zinnah zaroor kerta hu aap kuch farma de k meri yeh gandi aadat kese choori jaa sakti hai plzzzzzzzzz replay zaroor dejiyega
Answer:
Question: Assalam-o-Alaikum! Sir mera sawal ye hai mere parents mera rishta rishtedaro me kr rahy hain mujhe pata chala hai us larki k kisi aur se talaukat hain phone pe aur wo larka uska prosi hai ak he diwar hai ap batain ma kia karon shadi k liye han kro ya nhi?ma b esi gali me rehta hn jahan unka ghr hai? Islam to es bt ki ijazat deta ha jo bat shak me daal dy usy chor do sir ap mujhe mufaid raye den main bohat pareshan hon apni family ko bata b nh sakta larki ka aise affair hai...
Answer:
Question: Assalamualaikum mera problum ye hai ki mai ek ladki se bahut muhabbat karta hu aor wo ladki bhi mujhse bahot mohabbat karti hai aor hum shadi karna chahte hai magar uski maa baap razi nahi hai wo patham hai aor mai saikh hu aor uski maa ne apr ab 2mahine se hum ek doosre ke halat se wakif nahi magar mai bahot paresjaan hu kuchh samajh me nahi aata keya karu aor ham alag nahi hona chahete ham keya kare
Answer:
Question: assalam o alikum sir ma syed hon mera name ali raza ha sir ma aik larki sa piyar karta hon wo suni ha or ma shia hon ap batay kiya hamari shadi ho sakti ha or aik bat wo mujhsy pochti ha k matim karna jaiz ha ap batay matim karna jaiz ha plz thori wazahat sa batay ma bohat pareshan hon ma apky reply ka intazar kar raha hon ok khuda hafiz.
Answer: