Question: i want to ask that if a man have 2 wives, then can he make sex with both of them simultaneously (means at the same time with both of his wife)?
Answer: Yes, but It is not permissible for the wives to look at the private parts of each other. (Email Rcvd from A.Sistani(d.b), Dated:Oct 27, 2011). .Update on dated 27-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: shadi ki pahli rat ki dua kaya ha
Answer: Hambistari ki dua: Mustahab hay k hambistari say pehlay apna haath bivi ki paishani k baal (hair of forehead) par rakhay or ye dua perhay: (“Alla humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan”) .Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: AA sir jee mera yeh sawal hai k shadi ki pehli raat bv ko kaise karna chahiye koi khas tareeqa hai to bta dain
Answer: Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hay k jima k waqt mustahab hay k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab bivi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makroh hain on main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumayraat kdin k,3. groob e aaftaab k waqt ka hona,4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena,5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay,6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main ,7. islami mahinay ki dermiyaani or aakri taarikh main jima kerna,8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna,9.berhana (naked) halat main jima kerna,10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna,11.jima k waqt bivi ki sharamgaah ki janib nazar kena,12.jima k doraan baat kerna siwaay Allah k zikr k. ye tamam kaam makrooh hain jin say perhayz kerna behtar hay.)Ref:Ayat ullah Seestani(D.B) minha jus saliheen Part #.3,maslah #.5) .Update on dated 05-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Meray question hay Kay koi admi kis bachay kay sath eglam(اغلام) kerta hy tu wo bacha(when he young) ous admi ki daughter say marriage ker sakta hy ?
Answer: Ighlaam kerne walay shaks ki maa, behen or baiti ighlaam kerwanay walay shaks par haram nahi hain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2369). Note: layhaza wo bacha ya merd jis k saath ighlaam kia gaya hay wo ighlaam kerne walay shaks ki maa, behen or baiti se nikah ker sakta hay , is k liay koe shart nahi hay.Laikin ighlaam kerne walay k liay ye hokum nahi hay. .Update on dated 27-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: shadi ki pehli raat kis tarah sex karna chaiye please islami tariqa bataiye ga i am waiting Allah Hafiz
Answer: Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hay k jima k waqt mustahab hay k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab bivi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makroh hain on main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumayraat kdin k,3. groob e aaftaab k waqt ka hona,4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena,5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay,6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main ,7. islami mahinay ki dermiyaani or aakri taarikh main jima kerna,8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna,9.berhana (naked) halat main jima kerna,10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna,11.jima k waqt bivi ki sharamgaah ki janib nazar kena,12.jima k doraan baat kerna siwaay Allah k zikr k. ye tamam kaam makrooh hain jin say perhayz kerna behtar hay.)Ref:Ayat ullah Seestani(D.B) minha jus saliheen Part #.3,maslah #.5) .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: hum sex karnay kay baat kay sura padna hai.
Answer: Hambistari ki dua: Mustahab hay k hambistari say pehlay apna haath bivi ki paishani k baal (hair of forehead) par rakhay or ye dua perhay: (“Alla humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan”) (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, maslah # 4) .Update on dated 05-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: G mey ap se pochna chata ho k shadisudah larki k sat zana karna chata ho lakin use child ki zarrotat hy jo usey apne husband se nai horea hy hum ne kafi bar kia bh hy howa bhi hy
Answer: Zina kerna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah khoe(r.h), Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#29, pg#17 ) Shadi shuda aurat se agar koe mard zina karay to os mard per wo aurat ehtiyaat ki bina par hamesha k lie haram ho jay gi. Lakin shohar per haram nahi ho gi. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha khoe(r.h), Masla # 2412) .Update on dated 27-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: is there anything wrong to do sex from backside as a position bt peneteration is in the farj? thnx
Answer: It is permissible. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : July 27, 2011) .Update on dated 05-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam mera question ye ha,khay shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko zhaban laga saktey hany,
Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye kay sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15) .Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: main ek larkay say payar kerti hon or woh mujh say bohat ziyda per uski shadi pehlay ho chuki hai or woh khush nai kiya shadi shuda insan say shdai kerna gunah hai ager nahi to mujhey koi hal bataiye
Answer: 1)Mard k lie aik se ziada shadi karna riyawat ki roshni me mustahib he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 105, pg # 53) 2) kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi kersakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341). 3) jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). .Update on dated 06-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).