Question: I want to sort out an issue that of my Life, if a person send whatsapp message (I divorce You) to his wife, And really doesn’t have an intention to give divorce and without knowing the reality that it can take place through sms, No arguments and fights or any misunderstand happens between husband and wife, both of them knows that things like this won’t happen on sms. The Husband/Wife only knows that the divorce take place only when husband (By Speaking “Talaq” or by official court letter). He really had no idea about his act that it will consider, If the person know the fact that divorce like this actually took place he won’t do it, His intention was not give divorce and he swear to Allah and Quran that he does want to divorce. A month later, he started his 05 times prayers, Quran, and try to be a religious person as of Ramadan, Only then he came to know that he had done this act of stupidity in past which he does not want at all in the past or in future. He had done this without any knowledge and without knowing the circumstances. What will be the Final Answer as the person Swear to Allah & Quran as well.
Answer:
Question: hello Aslam.o.alaikum sir mera ak sawal ha meri bivi pragnent ha 8wa month lga hua ha meny usko ak bat talaq kah dia tha kya ma ussy dubara ruju kr skta ho foran nikah kiye bagair wo apni ami k gar ha wo wahan bachy ki padaish k liye gai thi lekin kal ki rat hamare bich chota sa jgra hogya or meny sms k zariye ak bar talaq kah dia mujhe kya karna hoga please btaiye ga
Answer:
Question: Salam main ye poochna chahti hoon ky agar Larka shaadi karnay sy pehly hi ye soochle ky usny Talaq de ni hai larki kou aur sath rehty huay bi yhi sooch rkhy ky mujhy nai rehna talaq de ni hai tou kya issy bi Talaq hojaati hai? talaq ka tou sooch kr bi talaq hojaati hai aesa sub kehty hain? Aur agar Larka jhooty Paper dekhaye aur uss pe Sign usky hou aur larki ky kisi aur nay karay hou tou Tab bi Talaq hoti hai Ya nhi? Aesa sub kehty hain ky Talaq ka soochna iss tarah ky Talaq de ni hai tou ye bi talaq hai please mujhy jawab dedi jiyega apnay pehly b jawab nai diye
Answer:
Question: Aslam Walikum , Main 14 march 2020 kou pregnancy ki halat main apny susral say nikal gai us waqat main 2months ki hamla thi .. us kay bad 6 months pregnancy kay duran mera husband aa kay mujhy apny ghar laygia ..us kay bad 10 din kay ander meray baby ki death hogai or wo mujhy hospital hi chor kay chala gia .. tab say lay kar main apny walidain kay ghar main ho 22 march 2021 ko mery husband nay mujhy talaq bhaji de or us kay bad akhri talaq 22 ramzan ko 2021 ko de ab sighay honay hai mery to kia mari iddat banti hai ya nhi agar hai too kitna months ki hai hogi .. our main job karti ho tu kiya me iddat kay duran job karskti ho agar karskti hoto us ka kia triqa kar hoga bary mahrbani mujhy mery in sawalon ka jald az jald jawab bata dain shukariya
Answer:
Question: Biwi ne zabardasti shohar se gusse me talaak k liye bola.aur biwi haiz k halat me nahi thi..do juma bhi guzar chuka tha....shohar talak nahi dena chahte the...pr Police aur sasuraal wale.saath mayke wale sab zabardasti bolne lage ki talak bolo takal bolo.to shohar ne teen baar talak bola.. Kya Isse talak ho jata hai?
Answer:
Question: Mere behnio nay meri behan ko larai k doran kaha kay ajj kay baad tum mujh say pochnay bina ghar say bahar gaye tu meri taraf say tumko talaq hai. Please share with me is ka kya hal hai unko koi kafara deena chahiye ka yeh aisay talaq nahi hoti... Please clear kar dain. Jazak ALLAH.
Answer:
Question: salam un alaikum meri shaadi kam umra mein hui thi use waqt talaq k bare mein mujhe maloom nahin tha use waqt main gusse mein usko bola tha main tujhe talaq dunga har bar gusse mein bolata tha ab 10 sal gujarne bad mujhe talaq ka pata Chala batao talaq Ho Gai ya nahin Hui
Answer:
Question: 4 سال پہلے شادی ہوئ پھر اچانک چھوٹے سے جھگڑے کی وجہ سے میرے سسرال نے میرے والد پر ہاتھ اٹھایا جس سے میرے حواس باختہ ہو گۓ اور میں بیوی کا کافی بار طلاق ہے کے الفاظ بول بیٹھا اور بولنے کے 2 ہی منٹ بعد مجھے لگا جیسے میرا جہان لٹ گیا ہو اور میری بیوی اور میں ایک دہسرے کے گلے لگ کے روتے رہے پھر ہم نے اسی وقت صلح کر لی مولانا صاحبان نے حلالہ کا حکم دیا لیکن میں پوچھتا ہوں کہ جب قرآن کے حکم کے مطابق ایک شخص طلاق نہیں دیتا اور غصے میں کہی بیٹھتا ہے تو کیا اللّٰہ اسکی غلطی کو معاف نہیں فرماتے توبہ کرنے کے بعد بھی حالانکہ شرک کے علاوہ ہر گناہ کی معافی ہے
Answer:
Question: Assalamualaikum Mera sawal hai ki Mera khula huwa meine nhi diya uske Bhai aur mere shohar k planning se huwa uske baad mere husband mere ghr aate hamare 1 bacha hai usko dekhne aate aur mere kareeb agai aur hamara 2 bacha huwa khula hone k baad hum alag hone k baad hamara 2 ra Bacha huwa fir se nikah krliye Bache 6 mahine ka hone k baad nikah huwa plz mjhe bataye mjhe aur khula meine nhi ki think inlog need sajis se kiye Meri maddad farmayre aur ab fir se nikha huwa jinse khula huwa tha
Answer:
Question: Assalamualaykum mere sohar ne muje 6 months pehle bina kisi gawah ki mojudgi main 2 baar bola k jaa maine tuje talak di,jaa mene tuje talak di feer unhone kisi molvi se masla pucha to unhone kaha abhi aap ki 2 talak hui hai aap ruju kar k sath reh sakte ho or feer hum ruju kar k feer sath rehne lage lekin abhi feer unhone muje bina kisi gawah ki mojudgi main 1 baar talak di or kaha main tuje tisri talak deta hun.. To kya humari talak ho gai hai? Kya ye 3 talak mukammal gini jaygi? Kya ab ruju nhi ho sakta? Mere sohar muje chorna nhi chahte
Answer: