Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Talaq ( 824 Questions)


Id: 25329
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Meri bv bina kisi waja say mujhy chor kay apny maa baap kay ghar chali gai ha aur wo pregnant bhi ha aur waha ja kay mujh pay jhotay ilzam lga dye hain aur mary bar bar kehnay pay bhi wapis nahi a rahi main 2 bar usay lainy bhi gya par uskay maa baap nay bouhat insult ki meri aur wo kehti ha apka wajod nai bardasht mujhy kya aisi bv ko rakhna chahye

Answer:

Id: 25352
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: What if husband gives talaq only one time what happens ?? He didnt say i xyz apna hosh ma tumhai talaq data ho in anger he said ma tumhai talaq data ho only one time after some time we reconciled what i want to know what happens when husband gives talaq only one time

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 25356
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Asalam o alaikum meri shdi 2020 k August m hoe thy or susral walo ne huma sath rhna nhi derhe thy tourcher kry thu muja mera husband b unki bto m aty thy phir m janvary ma apne ghr agae or march m khulla file kardi tu meri khula ab 2021 k September m hoge or m 8 months se apn ghr m hon husband se door tu muja itni time ki edadat karni hoge ????please guide karden

Answer:

Id: 25379
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam Mera sawaal ye hai ki mard aurat ki nikah kin halaat me khud ba lhud toot sakti hai hai ki talaq ki zarurat na parde . Dosra sawap ye ki halaat aise hon ki sharayi talaq (jankari na hone par)na liya gya ho to kya court ka talaq mana ja sakta hai . Plz btaiyen

Answer:

Id: 25393
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: اسلام علیکم سر میری بہن کو اس کے شوہر نہ 2سال پہلے طلاق دے دی تھی اس نے ایک سٹام پیپر پر تین بار طلاق لیکھ کر گھر دے گیا تھا اور اب وہ دوبارہ راجو کرنے کے لئے کہ رہے ہیں انکی ایک بیٹی ب ہے جو 2 سال کی ہے عدالت میں بھی قیس چل رہا ہے آپ بتا دے کے اُنکا دوبارہ رجو كس طرح ہو سکتا ہے مہربانی ہو گی

Answer:

Id: 25399
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aslamoaliekum kesy hain ap? Mai shadi shuda hon shadi ko 5 sal hony waly hain mai apne shohar k ghr nai rehti wo mujy apne sath nai rakhta or 3 saal hone ko hain na bat krta hai na mery haqoq pora krta hai na mujy kharcha deta hai marta bhi tha ... or wo churs sharab mai apni zindagi barbad kr raha hai or meri bhi na talak deta hai na basata hai is halat mai kia krna chahiye? Kia talak leni chahiye ya nai ?

Answer:

Id: 25451
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: AOA. Me jaan’na chahti hun k agar larki shadi m rehna nahi chahti ho aur court ki tarf say khula ki decree b mil gai ho sign b ho gay hon. Toh maa baap ki khushi ki khatri es sab k bad na chahty ho b sath rehna jaiz hai? Allah bagar dil saaf kia ak insan k sath shadi m rehna munsib samjhta hai? Kyun k Mujhaay kaha gaya haah marzi k bagar b raho decree k bad b toh Allah sab theek kar day ga chahy apka dil saaf na ho.

Answer:

Id: 25483
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Asalamwalekum mujhe ye janna h mere shohar ne subh mere sath humbistari ki ar phir divorce ke stamp paper pe subh sign kr diya bina to kya talaq ho gya unhone muh se bhi ada nhi kiya na he us waqt paki thi humbistari ke turant baad talaq paper pe sign kr diya to kya talaq ho gya

Answer:

Id: 25493
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamualaikum Mera sawal yeh hai k mane apni bivi ko aik mnth k waqfe se talaq k 3 notes bhijwai hn pehle notes MN aik gawah mojod tha jb k baqi 2 notes MN aik bhi gawah mojod ni tha gawahan k signature bhi khud hi kiye uske ilawa use WhatsApp pe bhi talaq ka msg kiya to kia is tarah talaq ho gy ya nhi hui r agr nhi hui to dobara rajuh kese kiya ja skta ha

Answer:

Id: 25496
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salamun Alaikum, Qibla Mohtaram.. Aali Janab, meray 2 saday sawalaat hyn Talaq k hawale se, bara e karam, jawabaat farmaeyega.. 1. Talaq k kisi bhi qism khosusan Khula men kia khatoon k sagay walid ko bator Aadil Gawaah qabool kia jasakta hai? 2.Talaq k kisi bhi qism khosusan Khula men kia Sunni Musalman ya Darhi Munday shakhs bator Aadil Gawaah qabool kia jasakta hai? Shukriya.. Wasalam Alaikum..

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!