Question: Assalamualaikum, mere ek sawaal h ki agar shohar kisi dawaab m ake apni biwi ko talaq de use kasme di gyi ho or bohot dawab dala ho to usne zabardasti ek hi bar mein teen bar talak de di ho par wo dil se iski niyat na rkhta ho or bolta ho ki ye sab maine dwab m kiya or uski biwi bhi is talak se raazi na ho use bhi zabardasti court le jaya gya ho or force kiya ho talak lene k liye to kya talak mani jayegi kyuki isme dono hi raazi nhi the. Agar ye talak sahi nhi h to ruju krne ka kya tarika h is baat ko teen mahine hone wale h please jaldi bata de apki bohot meherbani hogi. Allah apko sehatiyab kare.
Answer:
Question: Assalam Aleykum I want guidance on the fatwa as per Mujtahid Aqaye Sistani Sahab Can a wife or her family or any outside person demand the husband to give divorce to his wife ? And the wife has already given a verbal or written statement that she wants to discontinue the marriage? Should the wife demand khula in this case? Things to note 1. Husband had asked wife for hijab (proper abaya) during staying with husband but she discontinued abaya(hijab) after she left husband's home 2. Wife left husband's home for 25 days without his consent and permission for 1st time 3. Wife left husband's home again in her stubborn attitude and she left with her sister and sister's husband (non mehram) and its been 9 months now 4. She made bachelor's passport and went to iraq zyarat with mother... No mehram along her and also without husband's consent and permission. Now wife and her family forcing husband to give divorce... And she not taking khula Why husband gives divorce? If wife has soo many problems and doing haram acts (Disrespectful and disobeying husband and discontinuing proper hijab) then why she not taking khula?? She already had given statement in verbal and written that she wants to discontinue marriage Please guide in this matter with sistani fatwa Please share the fatwa
Answer:
Question: Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu.. Masla ye hai ke biwi ne gusse me shohar ko bola ke tum mujhe talaaq dedo ( lekin biwi ka irada talaaq maangna nahi tha ) aur shohar ne kaha ke ""agar tumaku hona to tum lelo talaaq ""( shohar ka irada talaaq Dena nahi tha , shohar ka irada tha ke agar tumhe chahiye tou tum lelo mai kyu diyo )..... Phir biwi ne kaha ke ye kya keh rahe ho tum mujhe nahi chahiye .... Tou is se talaaq waqai hogayi kya? Guzarish hai k is masle ka hal bataye... Jazak ALLAH.
Answer:
Question: salam...mari bivi muj per galat ilzam laga ka khula lay rahi ha..jab k wo khud unknow logoo sa net per baat karti ha.hum joint family ma rahty han.jo hum khatay han wohi wo khati ha..usko pasay chayia hoty han to ma pochta hoo.najiz ko mana karta ho.jaiz per dadata hoo...kya usko khula ho jaya ge? khula ho bhi gyi to jhot bol kar khala layny walay k liya kya azab hai?
Answer:
Question: Asalam-o-Alaikum Meri shadi ko 5 Saal hogay hain per in 5 saalo main mere husband ny mujhy kahin bar aik hi waqt main 3 talaq di hain per har bar mujhy sub k samny jhoota kr dety hain aur ruju bhi kr lety hain aisy hi last time bhi talaq di aur ruju kr liya per mujhy ab samjh nhi aata na main ab sath rehna chahti hon to Kia main ab iddat main Beth sakhti hon kia Meri talaq hogai hy ?
Answer:
Question: Mera 2020 mn families k sath apni wife sy nikah hua, or rukhsati naii huii, but hum apas mn sexual relation mn rahy dono, or 2022 mn meri wife ny khula apply kia court mn, court ny usy khula final kr dia. Mn court ya council mn kbhi bhi naii gya kiu k mn talaq naii chahta tha, ab meri wife uk shift ho gaii ha or mn bhi uk jaa raha hon, or usy dobara ruju ka bola ha. Hmary andr sexual relation last august ko hua tha iss duran wife ny khula apply kia hua tha, ab ruju k muamly mn ao kh rahi ha k agr islamically hum ruju kr skty huay ya sharai point of view sy hmari talaq naii huii to mn ap k sath reh skti hon. Mn pochna chahta hon k islamically hmari talaq huii k naii?? Or agr hum ruju krna chahein to iska sharai tareqa kya ho ga?
Answer:
Question: Assalam u Alikum , dosri bar shohar se ghalti hoyi hey , Kisi larki se baat krte hoye pakra gaya , magar shohar apni bv se Pyar krta hey , 3 bachey bhi Hein os k , magar oski bv job ki waja se Apne makey mey hey , or os se sakht naraz bhi hey shohar ki esi harkat pe , wo alag hona chahti hey ( talaaq ) . Magar shohar ose nhi CHORNA Chahta . ????
Answer:
Question: Assaalaaam O Alaikum.. Sir ghr me larai jhagry ki wjha se meri begam ko me mekay chor aya or usk kuch din bad usy kaha k wo apny ghr walon ko chor k ajae.. mgr wo apny ghr walon ko mananay me lagi rahi bajae chor k ajanay k.. isi duraan meri walda ne divorce paper ready karwa k mjh se k sign le liye... sign bhalay maine kare mgr mera talaq ka irada nh tha.. kya meri talaq hogai hai ya nh ? me ruju karna chahata hun is masly me meri rehnamai karen..
Answer:
Question: Asalamualekum sir mera masla hai k aik lrky ny apny ghr walo k zahni dabao ur trha trha k elzam ur ki bevi pr lagaye jo k 50%drust bhi hai ghr walo ny khud larky ki marzi k baghair talaq peper pr sign liye lrki k ur usy jo mowaza tha dy dia. Ur larky pr zbrdasti muslt ho kr sign liye Ab wo larka 6 mah bad sb ko kahta hai k main ny apni bivi ko talaq nhi dii ur main khaghzi krwai nhi manta xyz ur apni bivi se raju kr skta haii...
Answer:
Question: AslamOAlaikum.. mujhy ap sy ye pochna tha k...meri apny husband sy august 2022 m alaideghi ho gai thi us k bd ..abh January k end m divorce sign ki hai...or Talaq thi khula nahi thi....tou kindly ap bta skty hn k meri idat kitni hogi.....or kesy hogi..????jldi reply dedin plzz
Answer: