Question: salaam. qibla i want to ask that "is the zanjeer zani(with knife or blade) and blood sheding allowed if there is any condition regard this please discribe. thanks. WASSALAAM ALHAMDULILLAH
Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: shia hazarat apny ap ko kiya marty hai jub k mai shia hazarat ki kitab ka mutala kr choka ho jis mai marna na jaiz likha mai ap ko refrence dy sakta ho plz bataye
Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: kya zanjeerzanikarna shai ha ya nahi please es ka jawab dain
Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: kya qame ka matam aur zanjeer ka matam jayaz hai ya nahin ?
Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: shia ki majalis main kya suni ja sakte hai?
Answer: Jee haan. (Ref: Mafhoom e E-mail rec from ayatullaha sistani d.b. dated : January 28, 2011). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam. zanjeer zani karna haez hei aayatul ALLAH seestani k muqalid par?
Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Salaam, aaj kal sab shia hazraat kalay kapray pehntay hain, khas kar muharram main. islaam main kala kapra pehnna kesa hay? tehzebul islam main to kala karpra mana farmaya gya hay.
Answer: Imam hussain a.s. ki azadari mananay me kalay kapray pehenna pasandida amal hay. Or aam dino main bhi kala libaas pehenna ayatollah sistani d.b k fatwe main makhrroh nahi. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/persian/qa/01016/) Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Ya Ali Madad, I need to know some answers.. 1) Matam for Ghamy Hussain is Haram or Hillal? 2) Tel me reference from Quran That Ali a.s Fatima Zahara, Imam Hassan, Imam Hussain are Ahly bet, 3) What are current conditions to do MUtta?
Answer: 1- Imam Hussain k gham main matam dari mustahab hay . (Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=827020&id=975 ). 2) Sorah e ahzaab ki ayat#33 main ehle bait(a.s) k taharat ka wada Allah ne kia hay or har qism ki nijasat ko on se door rakhne ka aylaan kia hay or ye ayat in hi hazraat e ehl e bait a.s k liay nazil hoe. Hatta k nabi (s.a.w.w) ki azwaaj main se bhi kisi ne gunah se masoom o maehfooz hone ka daawa nahi kia. ( http://fa.wikipedia.org/wiki/%D8%A2%DB%8C%D9%87_%D8%AA%D8%B7%D9%87%DB%8C%D8%B1 ) 3) Nikah e Mutaa ki sharaa’it me se khuch ye hain k:- 1). Nikah ka sigah ehtiyaat e wajib hay k sahi arabi me parha jaay,or agar khud merd or aurat sigah arabi main nah perh saktay hoon tu arabi k alawa kisi dosri zaban main perh saktay hain or kisi ko wakeel banana laazimi nahi hay. 2. sigah parhne wala aqal rakhta ho(yani pagal nah ho) or agar apne lie perh raha ho to baligh hona bhi zurari he . 3. ye keh merd or aurat ya uska wakeel sigah parhte waqt qasd e insha(nikah kerne ka irada) rakhte hoon.4- kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtaar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #+2335+2341-2). Update on dated –2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: zakireen ya ulma jo paisy majalis k badly laity hn vo theek hn ya nhe? agr bani(founder of majlis) khud dy to laina jaiz hy? aur agr zakireen aur ulma majalis k contracts lain to kiya aisi mjalis mein jana jaiz hy?
Answer: Zakireen k lie majlis k perhnay k paise lena jaiz he. Zakreen k liay bohat ziyada raqam laina bhi jaiz hay agarchah logon k badzan honey ki surat me munasib nahi he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 2, ques # 224, pg # 88)
Question: zanjeer ka matam allowed in islam? if not why prophet s,a,w,s didn,t object the companion who broke all teeth in jang e ohud becoze of rasool e khuda?