Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 3075
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kya moharram me ashora ke baad tv dekh sakte he aur wine pene ki kya saza he

Answer: 1-Is main koe haraj nahi hay jab tak ye kaam aap ko haram main mubtila nah ker day.(Ref: Mafhoom e Email rcvd from A.Sistani(d.b), dated:27.12.11 ). 2- Sharab(wine) peena haram ahy chahay aik qatra bhi ho or ye gunah e kabira main se hay. Sharab peene ki had(saza) 80 korhe(hunter) hain.(Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=827020&id=1024+ Minhajus Saliheen ba-mutabiq 5th mujtahideen, Part#2,Mafhoom e Maslah#220, pg#636 ). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 4175
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aap ki nazar mai kia azadari imam Hussain a.s. k lie sina kholna jaiz hai?

Answer: Jaiz hai. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/urdu/qa/01830/) Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 4470
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salaam, Is is ok or Haraam to do Matam using zanjeer or blade and let the blood come out. thankyou, khudahafiz.

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 4554
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salaam aga sb roze k sath zanjeer zani ki ja sakti hai hamare aksr momin 21 ramzan ko roze k sath zanjeer zani krt hn kia thk hai plz roshni dalye

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey] 2)Rozaydar k lie har aisa kaam krna jo kamzoori ka ba’is ho krna makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1629). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 4635
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam o Alikum mera sawal k zanjeer zani karna jaiz hai.chaye mahol (society) theek hu. just zanjeer zani karna hala hai ya haram

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 4773
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mera questoin Zanjeer zani ke bare main hai ke kia ye jaiz hai or kia is ke liye walid ya walda main se kis se ijazat talab ki jaye or is ke mutaliq ehkamat kia hai?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). 2)jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya roktok mohabbat ki wajah sai ho aur is ki mukhalifat sai inhain aziat hoti ho to aulad k lie un ki mukhalifat karna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1387 )[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 5797
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Majlis mai buland awaz sai rona aur sar ko peetna jaiz hai?

Answer: Azadari e Imam Hussain a.s. mai aisa karnay mai koi haraj nahi hai. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/arabic/qa/0529/page/3/ +Mafhoom e http://www.sistani.org/persian/qa/0946/). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5798
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Roz e Ashoora dunyavi kaam karna kaisa amal hai islam k mutabiq?

Answer: Ashoor k din Dunyawi kaam kerna haram nahi hay laikin agar ashor k din ki behurmati shumaar ho tu haram hay jaisay ashor k din khushi manana or zenat kerna haram hay. (Ref: http://www.sistani.org/arabic/qa/0529/page/2/ )Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5799
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Muharram aur safar k mahinay mai kalay kapray pehanna kaisa hai?

Answer: Muharram aur safar k mahinay mai kalay kaprhay pehanna pasandida amal hai. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/persian/qa/01016/) Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5846
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Gair masoom k soog mai matam karnay ka kia hokum hai?

Answer: Kisi ki maut per bhi ehtiyaat ki bina per jaiz nahi hay k apna chehra or badan zakhmi kare or apne baal nauche, laikin sar or chehra peetna jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #624). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!